ख़ुत़्बह में ह़ज़रते अबू बक्र स़िद्दीक़ के**वालिद का नाम क्यों नहीं लिया जाता है?* scan page
*ख़ुत़्बह में ह़ज़रते अबू बक्र स़िद्दीक़ के* *वालिद का नाम क्यों नहीं लिया जाता है?* *`Suwaal:`* 'Khulafaa e Raashideen Kã Naam 'Kbu'tbah Men Liyã Naatã Hai Neez 'Khaleefaye Dowam (islaam Ke Doosre 'Khaleefah 'Hazrate 'Umar Faarooqe A'azam), 'Khaleefaye Som (islaam Ke Teesre 'Khaleefah 'Hazrate 'Usmaan 'Ghanî), 'Khaleefaye Chahãrum (islaam Ke Chauthe 'Khaleefah 'Hazrate Maulã 'Alee) رضی الله عنہم اجمعین Ke Baap Kã Naam Liyã Jaatã Hai Aur 'Khaleefa e Awwal (islaam Ke Pahle 'Khaleefah 'Hazrate Aboo Bakr 'Siddeeq رضی الله عنہ) Ke Waalid e Maajid Kã Naam Kyon Nahîn Liyã Jaatã Hai ? ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴* *`Jawaab:`* Kisî Ke Baap Kã Naam is Liye Zikr Kiyã Jaatã Hai Ki Mu'khaa'tab Ko Us Sha'kh's Ke Ta-'ayyun Men Pareshãnî Na Ho is Liye Ki Ek Naam Ke Bahut Se Log Hote Hain, Aur Jab Kisî Sha'kh's Kã Laqab Yã Ta'kh...