संदेश

अगस्त, 2020 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

EID E MILADUNNABI 03

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 EID -E- MILADUN NABI ﷺ 🥀* •┈┈┈┈┈┈••✦✿✦✦✿✦••┈┈┈┈┈┈┈• 👉 *पोस्ट नंबर:- 3*  📖 *Al-Quran* 📖 *कुरान क्या फरमाता है।*  🌹 *तुम फरमाएं अल्लाह ही के फजल और उसी की रहमत और उसी पर चाहिए के खुशियां करें!* 📚 _(Surah Yunus Ayat 58).._ 👉 *इस आयत में अल्लाह ने अपने और अपनी रहमत पर खुशियां मनाने का हुक्म दिया है!*  *और हमने तुम्हें ना भेजा मगर रहमत सारे जहां के लिए!*  📚 _(Surah Ambiya Ayat 107)..._ 👉 *इस आयत में अल्लाह अपने प्यारे नबी صلی اللہ علیہ وسلم से फरमा रहा है कि हमने तुम्हें सिर्फ 1 या 2 आलम के लिए नहीं बल्कि सारे आलम के लिए रहमत बनाकर भेजा!* 🤔 यह गौर करें अल्लाह ने नबी صلی اللہ علیہ وسلم को रहमत कहा है और जो पहली आयत पेश की गई है उसमें अल्लाह ने अपनी रहमत पर खुशी करने का हुक्म दिया है। 🌏 *जो इन आयतों का मुनकिर होगा जो नबी ﷺ को अपने लिए अल्लाह की रहमत और नैमत नहीं समझता वह नबी ए पाकصلی اللہ علیہ وسلकी विलादत की खुशी से एतराज करेगा यानी वह नबी ﷺकी विलादत पर मगर हम तो खुशियां ही मनाएंगे!!* *Next post कल* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA ...

EID E MILADUNNABI 02

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 EID -E- MILADUN NABI ﷺ 🥀* *पोस्ट नंबर 2* *आका ऐ करीमصلی اللہ علیہ وسلم विलादत कब हुई!*  *12 रबी उलअव्वल पर तमाम उलमा ए इस्लाम का इज्मा हे के इस दिन मोहम्मद صلی اللہ علیہ وسلم सारे आलम के लिए रहमत बनाकर दुनिया में तशरीफ़ लाएं और इसी दिन सारी दुनिया में मुसलमान अपने नबी صلی اللہ علیہ وسلمकी विलादत का जश्न करते हैं।* *_Ref:-_* *📚 _[ Ibn-e-Ishaq ﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ عليه 85-151 Hijri ]_*  📚 _*[ Ibn Jawzi in al-Wafa, Page 87 ]*_  *📚 _[ Allama Ibn Hishamﺭﺣﻤﺘﻪﺍﻟﻠﻪ علي 213 Hijri ]:_* 📚 _*[Ibn Hisham in As-Sirat-un-Nabawiya, Vol. 1,Page 158]*_ *📚 _[Imam Ibn Jarir Tabariﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ عليه(224-310 Hijri):]_* 📚 *_[Tarikh al-Umam wa al-Muluk, Vol. 2,Page 125]_*  *📚 _[ Allama Abu al Hasan Ali binMuhammad Al-Mawardiﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ عليه (370-480 Hijri]_*  📚 *_[Ailam-un-Nabuwwa, Page 192]...._*  *इससे प्रूव हुआ कि* 👉 *आका ए करीन صلی اللہ علیہ وسلمकी विलादत 12 रबीउल अव्वल को हुई।*   *Next post कल* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

EID E MILADUNNABI 01

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 EID -E- MILADUN NABI ﷺ 🥀* *पोस्ट नंबर 1*  🌙 *पहले यह जान ले अहले सुन्नत के नजदीक ईद मिलादुन्नबी सल्लल्लाहो ताला अलेही वसल्लम मनाना कोई फर्ज या वाजिब नहीं यह एक मुस्ताहब अमल है जो करे उसको सवाब मिलेगा और जो नहीं करें उस पर कोई गुनाह नहीं*  👉अब बात यह आती है कि क्या इस्लाम हमें इजाजत देता है ईद मिलादुन्नबी मनाने की या नहीं। 📖 *इसका जवाब यह है कि कुरान हदीस की रोशनी में ईद मिलादुन्नबी मनाना बिल्कुल जायज है कोई भी दूसरे मसलक का आलिम आजतक सरई दलील मिलाद के हराम या नजायज होने की आज तक ला सका है ना ला सकेगा*            *Next post कल* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

MILAD KI SHARAI HAISIYAT 3RD 🌹🌹🌹🌹🌹

MILAD KI SHARAI HAISIYAT 14 LAST POST

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Last Post* ☪ Mahafile Melad Ka Silsila Hamesha Se Jari Hai ☪ 👑 Shah Wali Ullah Mohaddis Dehalwi Ke Walid Shah Abdur Raheem Mohaddis Dehalwi رحمه الله ne Farmaya : "Main Har Saal Melad Shareef ke dino me Khana Pakwakar logon ko khilaya karta tha. Ek Saal Qahad ki wajah se Bhune Huye Chano ke siwa kuch mayassar na hua, Maine wahi Chane Taqseem kardiye. Raat ko Khwab me Aaqa O Moula ﷺ ki Ziarat se Musharaf hua to Dekha ke Wahi Bhune huye Chane Sarkare Do Aalam ﷺ ke samne rakhe huye hain awr Aap Behad Khush awr Masroor hain". (Al Darul Sameen P8)  Akabireene Devband ke Peer O Murshid Haji Imdad Ullah Muhajir Makki رحمه الله apna Mamol yun Bayan kiya hai: "Faqeer ka Mushrab yeh haike Mehfile Moulood me Shareef hota hoon balke Zariye Barkaat samjhkar Har Saal Munaqid karta hoon awr Qayam Me Lutf O Lazzat pata hoon". (Faisla Hafat Mas...

MILAD KI SHARAI HAISIYAT 13

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post XIII* ☪ Mahafile Melad Ka Silsila Hamesha Se Jari Hai ☪ 👑 Shiekh Abdul Haq Muhaddis Dehalvi Qadas Sarah Farmate hain : "(Ilahi !) Mera Ek Amal Teri Zaat Paak ki Inayat ki wajah se Bohat Shandar hai awr woh yeh hai ke Main Majlise Melad me Khade hokar Sal'am Padhta hoon awr Nihayat Aajizi, Mohabbat O Khuloos se Tere Habeeb ﷺ Par Durood Bhejta Hoon". (Akhb'ar Ul Akhy'ar P264) 👑 Imam Qustulani (923 H) رحمه الله Farmate Hain : "Rabiul Awwal me tamam Ahle Islaam Hamesha se Melad ki Khushi me Mahafil Munaqid karte rahe hain. Mehfile Melad ki ye Barkat Mujarab haike Iski wajah se Sara Saal Aman se Guzarta hai awr har Mur'ad jald pori hoti hai". (Muahib Ud Duniya J1 P67)  👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

MILAD KI SHARAI HAISIYAT 12

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post XII* ☪ Mahafile Melad Ka Silsila Hamesha Se Jari Hai ☪ Jashn E Melad Un Nabi ﷺ Ki Sharai Haisiyat Bayan karne ke B'ad ab chnd Tareeqi Hawala jaat Pesh Khidmat hain Jinse Sabit hota haike Mahafile Melad ka Silsila Aalame Islaam me Hamesha se Jari hai. 👑 Mohaddis Ibn Jozi (597 H) رحمه الله Farmate Hain : "Makkah Mukarama, Madinah Tayeba, Yemen, Misr (Egypt), Shaam (Syria) awr Tamam Aalame Islaam ke Log Mashriq (East) se Maghrib (West) tak Hamesha se Huzoor E Akram ﷺ ki Wiladat Ba Sa'adat ke mouqe par Mahafile Melad ka Ineqad karte chale aarahe hain. Inme Sabse Ziada Ahtemam Aap ﷺ ki Wiladat ke Tazkireh ka Kiya jata hai awr Musalman in Mahafil ke zariye Ajr E Azeem awr Badi Ruhani Kamiyabi Pate hain". (Al Melad Un Nabwi P58) 👑 Imam Ibn Hajr (856 H) رحمه الله Farmate Hain : "Mahafile Melad O Azkaar Aksar Khair hi par Musht...

11

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post XI* ☪ 12 Rabiul Awwal Hi Tareeq E Wiladate Mustafa ﷺ Hai ☪ ✔ Imam Bukhari رحمه الله ke Ustaad Imam Abu Bakr Bin Abi Shaiba رحمه الله Sahih Asnaad ke saath Hazrat Jabir awr Hazrat Abdullah Bin Abbas رضى الله عنهم se Riwayat karte hain ke Nabi Kareem ﷺ ki Wiladate Mubareka Aam Ul Feel me 12 Rabiul Awwal ko huye. (Musanif Ibne Abhi Shaiba)  Mashoor Mufasir Hafiz Ibne Kaseer ne bhi Inhi Sahaba Kiraam se Riwayat kiya haike Nabi Kareem ﷺ ki Wiladate Mubareka 12 Rabiul Awwal ko huye. (Seerat Ibne Kaseer J1 P199) Sheikh Abdul Haq Muhaddis Dehalvi رحمه الله ki Tehqeeq yehi haike "12 Rabiul Awwal ka Qawl Mashoor awr Jamhoor ka hai, Ahle Makkah ka Amal bhi ispar gawah hai kyunke woh isi raat Nabi Kareem ﷺ ki Jaye Wiladat ki Ziarat karte hain awr Mahafile Melad ka Ineqad karte hain". (Madarij Un Nabuwat J2 P14) 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE A...

10

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post X* ✔ Sayedah Aamna رضى الله عنهما Farmati hain "Maine 3⃣ Jhande bhi Dekhe, Ek Mashriq Me Ghada gaya Dusra Maghrib me awr Teesra Jhanda Khana E Ka'aba ki Chath par lehrahra tha". (Seerate Halbiya J1 P109) Isse Melad Un Nabi ﷺ Ke Mouqe Par Jhande lagane ki Asl bhi Sabit hogaye.  Eid E Melad Un Nabi ﷺ Ke Mouqe par Juloos bhi nikala jata hai awr Na'rae Risalat Buland kiye jate hain. Iski Asl yeh Hadees Paak haike Jab Aaqa O Moula ﷺ Hijrat karke Madinah Tayeba Tashreef le aaye to Ahliyane Madinah ne Juloos ki Surat me Isteqbal kiya. Hadees Shareef me haike Mard awr Awratein Gharon ki Chatton par chardh gaye awr Bache awr Khuddam galiyon me Phail gaye Yeh Sab Ba Awaz Buland Kehrahe thy Ya Muhammad Ya Rasool ALLAH ﷺ Ya Muhammad Ya Rasool ALLAH ﷺ. (Sahih Muslim J2 Baab Al Hijrat) 💝 Mehboob E Kibriya ﷺ Ne Apna Melad Kaise Manaya 💝  ...

09

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post IX* 🕋 Khaliq E Kayenaat Ne Apne Mehboob Rasool ﷺ Ka Jashn E Melad kaise Manay 🕋 ✔ Seerate Halbiya J1 P78 awr Khasais Ul Kubra J1 P47 par yeh Riwayat Moujud haike "Jis Saal Noor E Mustafa ﷺ Hazrat Aamina رضى الله عنهما ko Wadiyat hua woh Saal Fatah O Nusrat, Tar O Tazgi awr Khushhali Ka Saal Kehlaya. Ahle Quraish Isse Qabl Maashi Badhali awr Qahat Saali me mubtela thy Huzoor ﷺ ki Wiladat ki Barkat se iss Saal Rab E Kareem ne Weraan Zameen ko Shadabi awr Haryali Ata Farmayi, Sukhe Darakht Phalon se Ludh gaye awr Ahle Quraish Khushaal hogaye". Ahle Sunnat isi Munasibat se Melad E Mustafa ﷺ ki khushi me apni Istet'at ke mutabiq Khane, Sheerni awr Phal wagairah taqseem karte hain. Eid E Melad Un Nabi ﷺ ke mouqe par Shamae Risalat ke Parwane Charagan bhi karte hain, iski asl mandarja zail Ahadees Mubareka hain. ✔ Aaqa O Moula ﷺ Ka Ir...

08

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post VIII* ♨ Melad Ki Khushi Manane Par Kafir Ke Azab Me kami ♨ ✔ Sahih Bukhari Jild 2 me haike Abu Lahab ke marne ke b'ad Hazrat Abbas رضى الله عنه ne ise Khwab me buri halat me dekha awr pocha, Marne ke b'ad Tera kia haal raha ? Abu Lahab ne kaha, Tumse Juda hokar maine koi Rahat nahi payi siwae iske ke main thoda se Seraab kiya jata hoon kyunke maine Muhammad ﷺ ki Paidaish ki Khushi apni laundi Soyeba ko Azad kiya tha.  Imam Ibn Jarzi رحمته الله عليه Farmate hain ke "Jab Huzoor ﷺ ke Melad ki Khushi ki wajah se Abu Lahab jaise Kafir ka yeh haal haike iske Azaab me kami kardi jati hai halanke iski Mazamat me Qur'an Nazil hua to Huzoor ﷺ ke Momin Ummati ka kia haal hoga jo Melad ki khushi me Huzoor ﷺ ki Mohabbat ke sabab Maal kharch karta hai. Qasam hai meri Umr ki iski Jaza yehi haike ALLAH Ta'ala usse apne Fazl O Karam se Jan...

07

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post VII* ✨ Melad E Nabi Ke Din Ko Eid Kehna Mohadiseen Ka Tariqa Hai ✨ Sahih Bukhari Ke Sharah Imam Qastalani رحمته الله عليه Mahe Rabiul Awwal me Mahafile Melad ke Ineqad awr inki Barkaat ka zikr karke likhte hain "ALLAH Ta'ala Har Is Shaks Per Rehmatein Nazil Farmae Jisne Mahe Melad ki Raaton ko Eid Banakar aise Shaks par Shid'at ki jiske Dil me Marz O An'ad hai". (Muahib Al Duniya J1 P27) Imam Suyuti Al Shafai رحمته الله عليه Ek Buzurg Sheikh Abu Al Teeb Muhammad Bin Ibrahim Maliki رحمته الله عليه ke hawale se likhte hain ke 12 Rabiul Awwal ko Woh Ek Madarsa ke paas se Guzare to Inke Ustaad ne Farmaya "Aye Faqiya ! Yeh Khushi Ka Din Hai Lihaza Bachon Ko Chutti Dedo" (Al Hawi Lil Fatawa) Sheikh Fatah ALLAH Banani Masri رحمته الله عليه Shabe Melad ki Fazilat O Azmat Bayan karte huye Islaaf ka yeh Irsha'ad Naql ...

06

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post VI* 💟 Melad E Nabi ﷺ, Sahaba Kiraam Ki Sunnat Hai 💟 ✔ Hazrat Ibne Abbas رضى الله تعالى عنه ne Ayat " اليوم اكملت لكم دينكم " Tilawat farmai to Ek Yahudi ne kaha, agar ye Ayat Hum par Nazil hoti to hum is din ko Eid manate. Ispar Aapne Farmaya, Yeh Ayat Jis Din Nazil huye Is Din 2⃣ Eidein thi "Eid E Jumua awr Eid E Arfa". (Tirmizi)  Pas Qur'an O Hadees se Sabit hogaya ke jis din koi Khas Nem'at Nazil ho Is Din Eid Manana, Jaiz Balke ALLAH Ta'ala ke Muqarib Nabi Hazrat Esa عليه السلام awr Sahaba Kiraam عليهم الرضوان ki Sunnat hai. Mazeed yeh ke Islaam me sirf 2⃣ Eidein nahi balke Kaye Eidein hain albatta Eid Ul Fitr O Eid Ul Adha ki shohrat isliye zaida haike Ahle Kitaab ke 2⃣ Tehwaar (Nezooz awr Mehargan) thy jinse Behtar yeh 2⃣ Tehwaar yani Eid Ul Fitr awr Eid Ul Adha Musalmano ko ata huye. (Mishkw'at Shar...

05

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post V* 💟 Melad E Nabi ﷺ, Sahaba Kiraam Ki Sunnat Hai 💟 ✔ Hazrat Abbas رضى الله تعالى عنه ne Gazwaye Tabook se wapasi par Baargahe Risalat Zikre Melad par Mubni Ashaar pesh kiye. (Asad, Alghaba J2 P129)  Khaas Ne'mat ke Nuzool ke din ko Eid banana Nabi ka tariqa hai : baaz log yeh waswasa andazi karte hain ke Islaam me sirf 2⃣ Eidain hain lehaza Teesri Eid Haram hai (Maaz ALLAH). yeh Nazariya Batil hai. Qur'an Kareem se rehnumai lijiye.  💯 Irsha'ade Bari Ta'ala hai "Esa Bin Mariyam ne Arz ki, Aye ALLAH ! Aye Hamare Rab ! Hum par Aasmaan se ek (Khane Ka) Dastarkhwan Utar ke woh hamare liye Eid ho hamare aglo pichlo ki" (Al Maidah : 114) Yani Hum iske Nuzool ke Din ko Eid Banayein, Iski Tazeem karein, Khushiyan Manayein, Teri Ibadat Karein, Shukr Baja layein. Isse Maloom Hua ke Jisroz ALLAH Ta'ala ki Khaas Nem'at ...

04

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post IV* 💟 Melad E Nabi ﷺ, Sahaba Kiraam Ki Sunnat Hai 💟 Mehfil E Melad me Rasool E Kareem ﷺ ki Wiladate Ba Sa'adat, Us Waqt ke Moujezaat awr Aapke Fazail Wa Khasais ka Tazkirah kiya jata hai khwa Nasr ki surat me hoya Manzoom. aisi beshumaar Ahadees hain jinme Sahaba E Kiraam ne Aaqa O Moula ﷺ ke Melad, Moujezaat awr Fazail O Khasais Bayan kiye hain. agar yeh Baatein Najaiz hoti to Sahaba Kiraam inhe kabhi riwayat na farmate awr na hi Muhadiseen inhe apni Kutub me Naql karte. Namwar Muhadiseen Imam Ibne Jouzi, Imam Saqawi, Imam Ibne Kaseer, Imam Suyuti awr Muhadise Ali Qari رحمهم الله تعالى ne Melad Un Nabi ﷺ ke Unwan par Baqaedah Kitabein Tehreer ki jabke Imam Tirmizi رحمته الله عليه ne to Jamia Tirmizi me Ek Baab ka Unwan hi yeh likha "Baab Ma'a Ja'a Fi Melad Un Nabi ﷺ" Moulvi Abdul Haq Lakhnawi ne bhi iqraar kiya haike y...

MILAD KI SHARAI HAISIYAT 03

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم ➖➖➖➖➖➖➖➖➖ *Post III* ✨ Zikre Melad, Rasool E Kareem ﷺ ki Sunnat hai ✨ Nabi Kareem ﷺ ke Melad Paak awr Fazail O Munaqib ka Zikr Khud Rehmate Aalam ﷺ ki Sunnat bhi hai. Mustadik Al Hakim awr Mishkw'at Shareef Baab Fazail Sayyad Ul Mursaleen me yeh Hadees moujud haike "Main ALLAH Ta'ala ke Nazdeek Khatamal Nabiyeen (Akhri Nabi) likha hua tha jabke Aadam عليه السلام apne Khameer me Gundhe huye thy. Main tumhein Apne Muamle ki Ibteda batata hoon ke Main Ibrahim عليه السلام ki Dua, Esa عليه السلام ki Basharat awr Apni Walida ka Woh Khwab hoon jo Inhone Meri Paidaish ke Waqt dekha awr Inse Ek Aisa Noor Zahir hua jisse Shaam ke Mehallat Roshan hogaye.  ✔ Mishkw'at Ke isi Baab me Tirmizi awr Darimi ke hawale se Hadees E Paak moujud haike Sahaba Kiraam Baaz Ambiya E Kiraam ke Fazail ka Zikr Karrahe thy ke is Mehfil mein Aaqa O Moula ﷺ Tashreef le aaye ...

MILAD KI SHARAI HAISIYAT 02

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم *Post II* 🌺 Bila Shuba ALLAH Ta'ala Ki Sabse Azeem Nem'at Nabi Kareem ﷺ Ki Zaat E Muqadessa Hai 🌺 Irsha'ad Hua : "Beshak ALLAH Ka Bada Ahsaan Hua Musalmano Par Inme Inhi Mein se Ek Rasool Bheja". (Aale Imraan Ayat 164) Aaqa O Moula ﷺ to Woh Azeem Nem'at hain ke Jinke Milne par Rab E Ta'ala ne Khushiyan Manane ka Hukum bhi diya hai.  Irsh'ad Hua : "(Aye Habeeb!) Tum Farmao, ALLAH Ke Fazl, awr Iski Rehmat (Ke Nuzool) ke sabab Inhein chahiye ke Khushi Manayein, Woh (Khushi Manana) Unsab chizon se Behtar hai jo woh jama karte hain". (Surah Younus Ayat 58) ALLAH Ta'ala ke Fazl O Rehmat se murad Huzoor ﷺ hain, Suratul Ahzaab Ayat 47 mein Aapko "Fazl" awr Suratul Ambiya Ayat 107 mein "Rehmat" Farmaya gaya hai.  Awr Ek Muqaam par Nem'at ka charcha karne ka Hukum bhi Irsha'ad Farmaya. "...

MILAD KI SHARAI HAISIYAT 01

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀* بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم *Post I* *Eid E Melad Un Nabi ﷺ Ki Sharai Hasiyat* Mahe Rabiul Awwal Mein Umooman awr 12 Rabiul Awwal ko Khususan Aaqa E Do Jahan ﷺ ki Wiladat Ba Sa'adat ki khushi me pore aalame Islam mein Mahafile Melad munaqid ki jati hain awr Melad Un Nabi ﷺ ki Khushi Manai Jati hai. Huzoor E Akram ﷺ ka Melad Manana Jaiz O Mustahab awr Mohabbate Rasool ﷺ ki Alamat hai awr Iski Asal Qur'an O Sunnat se Sabit hai.  ✅ Zikre Melad E Mustafa ﷺ Hukum E Qur'ani bhi hai awr Sunnate Ilahi bhi ✅ Irsh'ade Bari Ta'ala Hua : "Awr Inhe ALLAH ke Din Yaad Dilao" (Surah Ibrahim Ayat 05) Imamul Mufassareen Sayeduna Abdullah Bin Abbas ke Nazdeek Ayam Ullah se Murad wo din hain jisme Rab E Ta'ala ki kisi Nem'at ka nuzool hua ho : in ayam me sabse badi Nem'at ke din Sayyad E Aalam ﷺ ki Wiladat O Meraaj ke din hain, unki yaad qayam karna bhi is ayat ke ...

HUZOOR KA WISAL 2ND 🌹🌹🌹🌹🌹🌹

KYA HUZOOR KA WISAL 12 RABI UL KO HUWA HAI 10 LAST POST

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Awwal Ko Huwa Hai 🥀* *🅿ART 10 (Complete)* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم* ✅ *Hadees 05:* 💠 “Hazrat Anas Farmate Hai Aakhri Baar Maine Rasool Allah صلى الله عليه وسلم ka Deedar Kiya Jab Allah K Nabi صلى الله عليه وسلم Ne Parda Hatake Dekha To Log Saff Me Abu Baqr Siddique K Piche The Aur Abu Baqr piche aana Chahte the lekin Huzoor صلى الله عليه وسلم Ne Ishara Farmaya k tahre raho aur parda gira diya pass Ussi Din Huzoor صلى الله عليه وسلم Ka Wisaal Huwa Aur Wo Din Peer Ka Tha” 📚 Reference :  📘 *(Sunan Nasai Vol :03, Pg : 23, Kitabuz Janaiz Baab : باب الْمَوْتِ يَوْمَ الاِثْنَيْنِ ‏ “Peer K Deen Wisaal Ka Bayan”Hadees : 1832)* ❇ *Sunan ibn Majah, Hadees : 1624 me Bhi is tarah ki rivayat hai.* ⚠ In Sahi Rivayato Se 02 Chiz Mil Gayi Ek To jab Yaum E Arafat Ka Din Tha 1⃣ *10 Zil Hajj Yaum E Arafat Jo Huzoor E Karim صلى الله عليه وسلم Ka Aakhri Hajj farmaya wo din Juma ka tha.* 2⃣ ...

KYA HUZOOR KA WISAL 12 RABI UL KO HUWA HAI 09

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Awwal Ko Huwa Hai 🥀* *🅿ART 09* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم* ✅ *Hadees 05:* 💠 “Hazrat Anas Farmate Hai Aakhri Baar Maine Rasool Allah صلى الله عليه وسلم ka Deedar Kiya Jab Allah K Nabi صلى الله عليه وسلم Ne Parda Hatake Dekha To Log Saff Me Abu Baqr Siddique K Piche The Aur Abu Baqr piche aana Chahte the lekin Huzoor صلى الله عليه وسلم Ne Ishara Farmaya k tahre raho aur parda gira diya pass Ussi Din Huzoor صلى الله عليه وسلم Ka Wisaal Huwa Aur Wo Din Peer Ka Tha” 📚 Reference :  📘 *(Sunan Nasai Vol :03, Pg : 23, Kitabuz Janaiz Baab : باب الْمَوْتِ يَوْمَ الاِثْنَيْنِ ‏ “Peer K Deen Wisaal Ka Bayan”Hadees : 1832)* ❇ *Sunan ibn Majah, Hadees : 1624 me Bhi is tarah ki rivayat hai.* ⚠ In Sahi Rivayato Se 02 Chiz Mil Gayi Ek To jab Yaum E Arafat Ka Din Tha 1⃣ *10 Zil Hajj Yaum E Arafat Jo Huzoor E Karim صلى الله عليه وسلم Ka Aakhri Hajj farmaya wo din Juma ka tha.* 2⃣ *11 Hizri R...

08

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Awwal Ko Huwa Hai 🥀* *🅿ART 08* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم* ✅ *Hadees 04:* 💠 “Anas Bin Malik Radi Allaho Anho Se Marvi Hai Jab Hazrat Abu Baqr Siddique Peer K Din Subah K wakt Namaz Ki Imamat Farma Rahe The To Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Ne Huzra E Ayesha Se Parda hataya aur Dekha k Log Saffo Me Khade The Aur Muskuraya.  💠 *Hazrat Abu Bakr Saff Se Piche Hatne Lage k Huzoor صلى الله عليه وسلم Namaz k Liye Aana Chahte Ho. Musalmano Ka Khayal Namaz Se Hatke Huzoor صلى الله عليه وسلم Ki Taraf Hogaya. Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Ne Ishare Se Farmaya Namaz Mukammal Kare Aur Phir Huzoor صلى الله عليه وسلم Apne Huzre Me Chale Gaye Aur Parda Gira Diya, Aur Ussi Din Huzoor صلى الله عليه وسلم Ussi Din Wisaal Huwa.* 📚 References: 📘 *(Sahi Bukhari Vol : 02, Pg :177, Kitaab Aamal Fi Salat, Hadees : 1205)* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

07

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Awwal Ko Huwa Hai 🥀* *🅿ART 07* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم* 🌀 *Huzoor Rehmat E Aalam صلى الله عليه وسلم Ka Wisaal Kis Din Ko Huwa?* ⚠ Ab wisaal kis din huwa uske saboot me bhi hum Hadees E Sahi pesh karte hai ✅ *Hadees 03:* 💠 “Hazrat Anas Ibn Malik Radi Allaho Anho Se Rivayat Hai Huzoor Nabi E Karim صلى الله عليه وسلم K Marjul Maut k wakt Hazrat Abu Baqr Siddique رضي الله عنه Namaz padhate the Wo Peer Ka Din Tha 💠 *Jab Log Namaz Me Saff Bandhe Khade Huwe The To Huzoor Rehmat E Aalam صلى الله عليه وسلم Ne Apne Huzre E Mubarak Se Parda hataya aur Hamari Taraf Dekh Rahe The Aapka Chahre Mubarak Goya Mushaaf Ka Waraq Tha* 💠 Huzoor Nabi E Karim صلى الله عليه وسلم Muskura Rahe The Hume Itni Khusi Huwi k Khatra Hogaya k Kaheen Hum Sab Aap Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Ko Dekhne Me Hi Naa Mashgul Hojaye Aur Namaz Tod De 💠 Hazrat Abu Bakr Piche Hatke Saaf k Saath Aa Milna Chahte Th...

06

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Awwal Ko Huwa Hai 🥀* *🅿ART 06 *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم* ✅ *Hadees 02:* 💠 *'Hazrat Ammar bin Abi 'Ammar رضي الله عنه se rivayat hai* ❇ “Hazrat Ibn Abbas رضي الله عنه Ne *الْيَوْمَ أَكْمَلْتُ لَكُمْ دِينَكُمْ وَأَتْمَمْتُ عَلَيْكُمْ نِعْمَتِي وَرَضِيتُ لَكُمُ الإِسْلاَمَ دِينً* (Surah Maida Ayat 03) Ye Aayat Ki Tilawat Farmayi Aur Unke Saath Ek Yahudi Tha Jisne Kaha Agar ye Aayat Hum par Naazil Hoti to Hum Is Din Ko Bataur E Eid Manate, To Ibn Abbas Ne Farmaya Beshak Ye Aayat 02 Eid Par Nazil huwi Ek Juma Aur Arafaat ka Din” 📚 *References:* 📘 (Jamai Tirmizi Vol : 06, Pg : 358, Kitabut Tafseer, Baab : Surah Al Maida K Baare Me, Hadees : 3044 “Arabic Hadees : No : 3318,) 📘 *(Imam Ibn Jarir Tabri Tafseer Al Tabri Vol : 06, Pg :82)* 📘 (Ibn Katir Tafseer Ul Quran Vol : 02, Pg : 30) 📘 *(Mishkat Al Masabih Vol :01, Kitabus Salat, Baab : Juma Ka Bayan, Hadees : 1288)* ⚠ *I...

05

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Awwal Ko Huwa Hai 🥀* *🅿ART 05* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم* 🌀 *Ab Aaye Dekhe Hadees E Sahi Se Kya Nikalta Hai* ✅ *Hadees 01:* ☘ عَنْ عُمَرَ بْنِ الْخَطَّابِ، أَنَّ رَجُلاً، مِنَ الْيَهُودِ قَالَ لَهُ يَا أَمِيرَ الْمُؤْمِنِينَ، آيَةٌ فِي كِتَابِكُمْ تَقْرَءُونَهَا لَوْ عَلَيْنَا مَعْشَرَ الْيَهُودِ نَزَلَتْ لاَتَّخَذْنَا ذَلِكَ الْيَوْمَ عِيدًا‏.‏ قَالَ أَىُّ آيَةٍ قَالَ ‏{‏الْيَوْمَ أَكْمَلْتُ لَكُمْ دِينَكُمْ وَأَتْمَمْتُ عَلَيْكُمْ نِعْمَتِي وَرَضِيتُ لَكُمُ الإِسْلاَمَ دِينًا‏}‏‏.‏ قَالَ عُمَرُ قَدْ عَرَفْنَا ذَلِكَ الْيَوْمَ وَالْمَكَانَ الَّذِي نَزَلَتْ فِيهِ عَلَى النَّبِيِّ صلى الله عليه وسلم وَهُوَ قَائِمٌ بِعَرَفَةَ يَوْمَ جُمُعَةٍ 💠 *“Hazrat Umar Ibn Khattab رضي الله عنه Se Rivayat Hai Farmate hai Ek Yahudi Ne Mujhse Kaha Aye Ameerul Momineen Ek Aayat Aap Hazrat Apni Kitab (Quran) Me Padhte Hai Agar Wo Hum Par Nazil Hoti To Hum Us Din Ko Eid Bana Lete.* ✳ Hazrat Umar...

04

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Awwal Ko Huwa Hai 🥀* *🅿ART 04 🅰* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم* 5⃣ *2 Rabi Ul Awwal:* 💠 Ye Kaul Bahot Se Sahaba Tabaein Se Aaya Hai jinme Hazrat Abdullah ibn Abbas رضي الله عنه 📘 *(Imam Tabri Tafseer E Jamai Ul Bayan Vol : 06,Pg : 51)* ✳ Hazrat Anas ibn Malik رضي الله عنه Aur Unke Shagirdo Se.  📙 *(Imam Tabri Tareekh Ul Umaam Wal Mooluk Vol : 03, Pg : 197)* ✳ Hazrat Saeed Ibn Zubair رضي الله عنه 📙 *(Al Itqaan Fi Uloom Ul Quran Vol : 01, Pg : 27)* ✳ Imran Suleman Turkal Al Taeemi رضي الله عنه 📙 *(Dalailun Nabuwwah Lil Bayhaqi Vol : 07, Pg : 234)* ✳ Antara bin Abdul Rehman Shaibani رضي الله عنه 📙 *(Maalim Ul Tanzeel Lil Bayhaqi Vol : 02, Pg : 10)* ✳ Saaad ibn Ibrahim Al Zuhri ,Muhammad Ibn Kais Al Madani , Imam Muhammad Baqir Ibn Imam Zainul Aabedin, Hazrat Urwa Ibn Zubair , Hazrat Moosa Ibn Uqba , Imam Ibn Shahabudin Zuhri , Imam Lais Ibn Saad, Imam Abu Noem Al Fazl ibn D...

03

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Awwal Ko Huwa Hai 🥀* *🅿ART 03* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم* ✳ Dusri Rivayat Hai Hazrat Abbas Radi Allaho Anho Ki Usme Ek Raavi Hai Ibrahim ibn Yazeed Jo Imam Waqidi K Shaykh Hai Wo Bhi Zaeef Raavi Hai aur dusri wajah ye bhi hai k Khud Ibn Abbas Se 02 03 Kaul Is talluk se mauzood hai mukhtalif rivayat me ye to rahi Muhadisaana baat ✳ lekin kisi ko Jiddh hai k nahi nahi 12 hi hai tab bhi hum iske aakhri hisse me Sahi Hadees Se Ye Proof karenge k 12 Rabi Ul Awaal Huzoor صلى الله عليه وسلم Ka Yaum E Wisaal Nahi Hai jo sabse aakhri me aayga aur is risale ka sabse extensive research hai jiske jawab koi maa kaa laal nahi laa sakta In Sha Allah Taala.  2⃣ *10 Rabi Ul Awwal:* 💠 Ye Rivayat Bhi Hazrat Abdullah ibn Abbas Radi Allaho Anho ki taraf mansoob hai. 📘 *(Ibn Kathir Al Badaya Wan Nahaya Vol : 05, Pg : 256)* ❎ Is rivayat Me bhi 02 Raavi hai Ek “Saif Ibn Umar” Jo Zaeef Raavi Hai ...

KYA HUZOOR KA WISAL 12 RABI UL KO HUWA HAI 02

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Awwal Ko Huwa Hai 🥀* *🅿ART 02* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم* ⚠ *Aaye Ab Hadees Aur Tareekh ki kitabo me Is Talluq se Kya Likha Hai k Huzoor Rehmat E Aalam صلى الله عليه وسلم Ka Yaum E Wisaal Kab Huwa? Iske Talluk se hume jo milta hai wo yaha pesh karte hai.* 1⃣ *12 Rabi Ul Awwal:* 💠 Ye qaul Umool Momineen Sayeeda Tahira Ayesha Siddiqa رضي الله عنها Aur Hazrat Abdullah ibn Abbas رضي الله عنه ki Taraf Mansoob hai.  📘 *(Ibn Kathir Al Badaya Wan Nahaya Vol : 05, Pg : 256)* ✳ Ye Rivayat Jo 12 Rabi Awwal ki hai is rivayat me Ravi Hai “Imam Muhammad Ibn Umar Al Waqidi Aur “Muhammad ibn Ali Ibn Subarrah” jinpe Muhadiseen ki kaafi jirah Hai ye dono raavi Sayyida Ayesha رضي الله عنها k rivayat me hai. ❎ *Imam Ali bin Al Madeeni, Imam Abu Hatim Razi, Imam Yahya Ibn Moeen رضوان الله اجمعين ne kaha Imam Waqidi Siqaah Nahi Hai.* ❎ *Imam Ahmad Ibn Hambal ne Kaha Imam Waqidi Hadees ghadte h...

KYA HUZOOR KA WISAL 12 RABI UL KO HUWA 01

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Ko Huwa Hai 🥀* *🅿ART 1* *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم* *1⃣2⃣ Rabi Ul Awwal Huzoor Rehmat E Aalam صلى الله عليه وسلم Ka Yaum E Wisaal Nahi Hai - Most Extensive Research* ♏usalmano ko 12 Rabi Awwal Milad Un Nabi صلى الله عليه وسلم Manane Se Rokne K liye Kaum E Wahabiya Aur Inke Tamam Hum Khayal Firqe ab tak puri tarah bebas hochuke hai bas unke pass sirf fareb dhoka makkari k elawa kuch baaki nahi raha. *🅰hle Sunnat Wa Jamaat Ne Milad Un Nabi صلى الله عليه وسلم k jawaz par jitne dalail pesh kiya phir chahe wo Quran Sahi Hadees se ho ya Aimma Fuqaha k kitab se ya khud Kaum E Wahabiya k Aqabireen ki kitab aur fatawo se ho hakikat yehi rahi k wahabi unka jawab naa la sake kabhi.* ❌ To ab Milad se rokne k liye ek naya aitraaz laaya gaya wo ye k 12 Rabi Awwal Sharif k din Huzoor Nabi E Karim صلى الله عليه وسلم Ka Yaum E Wisal Huwa Sahaba Gamgeen the us din khusi to Dushmane Islam ne mana...

EID MILAD UN NABI 1ST 🌹🌹🌹🌹🌹🌹

EID E MILAD UN NABI LAST POST 22

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Last Post   Yeh To itne Bade Munafiq ( Dogle ) Hai Ki Jis Ki Pairvi Karte Hai Us Ki He Baat Nahi Maante Bas Apni Apni Chalate Hai 01 - ibn-e-Taymiyya Likhte Hai  فتعظيم المولد، واتخاذه موسمًا، قد يفعله بعض الناس، ويكون له فيه أجر عظيم لحسن قصده، وتعظيمه لرسول الله صلى اللهعليه وسلم is Din ( Milad-un-Nabi ﷺ ) Ko Ehtemam Se Manana Aur is K Tazeem Karna, Jaisa K Log Karte Hai, is Niyyat Se Huzoor ﷺ Ki Muhabbat Ki Wajah Se Ajr-e-Azeem Ka Baa'as Ho Sakta Hai " ( ibn-e-Taymiyya , iqtidah As Sirat Al Mustaqeem , Volume No. 02 , Page No. 621 - 622 ) 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

21

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 21 Hafidh ibn-e-Kathir Wrote That : There Was Once A King, Abu Sa’eed Malik Muzaffar - A Man Of Good Deeds. in His Kingdom, Wherever He Saw A Lack Of water, He Would Build A Well. He Also Established Many islamic Study Centers. Every Year, He Would Spend Half A Million Dinars On Hosting A Gathering Of His People To Celebrate The Birthday Of The Prophet. ( May Allah Bless Him And Grant Him Peace ) ( Tareekh Ibn Kathir, See Story Of King Abu Sa’eed, Volume No. 13 ) Some People Have The Opinion That King Abu Sa’eed introduced The Celebrating Of This Occasion. This is Not True Because Hafidh ibn Kathir States That in The 5th Century Hijri, A King Named Malik Shah Celebrated it Also With A Gathering ( Tareekh ibn-e-Katheer Biography Of Malik Shah ) 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

20

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 20 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ Aimma Wa Muhaddiseen Ki Nazar Mein 01 - imaam Jalaaluddin Suyuti رحمۃ اللہ علیہ Farmate Hai " Mera Maukif Ye Hai Ki Rasool-e-Muazam ﷺ Ka Youm-e-Wiladat Asl Mein Khushi Aur Musarrat Ka Ek Aisa Mauqa Hai Jis Mein Log Jam'ah Ho Kar Ba-Qadr-e-Sahulat Qur'aan Khawani Karte Hai Aur Woh Un Riwayaat Ka Tazkira Karte Hai Jo Rasool'Allah ﷺ K Baare Mein Manqool Ho Aur Huzoor Nabi-e-Kareem ﷺ Ki Wiladat-e-Mubarak K Maujizaat Aur Khariq-ul-Aadat Waqiyaat K Bayaan Par Mushtamil Ho Phir Us K Baad Un Ki Ziyafat Un K Pasandidah Khano Se Ki Jaati Hai. Woh is Bid'at-e-Hasana Mein Kisi izaafa K Bagair Laut Jaate Hai Aur is Ahtamaam Karne Waale Ko Huzoor ﷺ Ki Tazeem Ki Badaulat Aur Rasool'Al...

19

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 19 Munqireen-e-Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ K Jahilana Post K Jawabaat Aitraz No. 04 Tum Sunni Jis Din Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ Manaate Ho Us Din Fatima Radi Allahu Ta'ala Anha Ne Farmaya Tha Aaj Muhammed ﷺ Ki Beti Par Gham Ka Wo Pahad Tuta Hai Agar Suraj Par Toot Jata Toh Suraj Apni Roshni Ko Barbaad Kar Baith taa ! Tum Sunni Ashiq-e-Rasool ﷺ Us Din Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ Manate Ho Jis Din Umar Radi Allahu Ta'ala Anhu Apne Hosh-o-Hawaas Kho Baithe Teh Tum Sunni Us Din Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ Manate Ho Jis Din Hasnain Nana Nana Kartey Huwe Roh Rahe Teh Tum Sunni Us Din Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ Manate Ho Jis Din K Baad Fatima Radi Allahu Ta'ala Anha K Chehre Par Kisi Aurat Ne Muskurahat Nahi Dekhi Thi Tum Sunni Us Din Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ Manate Ho Jis Din Muhammed ﷺ Ki Wafaat K Baad Rome K Badshaho'n Ne Keh Diya Tha Madine Shareef Ki Eint Se Eint Baja Do in Ka Sardar Faut Ho Gaya Hai Tum Sunni Us Din Juloos Nikalte Ho Jis Di...

18

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 18 Ulema, Fuqah, Mufassireen, Aur Muhadisseen Jinhone " Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ " Ko Jaa'iz Farmaya Hai. 01 - imaam-e-Jalaluddin Suyuti ( Born in 849 Hijri ) Ne Apni Kitaab " Husn-ul-Maqsad Fi Amaleel Mawlid " Mein Jashne Milaad-un-Nabi ﷺ Manane Ko Jaa'iz Farmaya 02 - Mulla Ali Qari ( 1014 Hijri ) Ne Apni Kitab " Al Morid-ul-Ruvi Fi Maulidin Nabi ﷺ Mein Jashn-e-Milaad-un-Nabi ﷺ Manane Ko Jaa'iz Farmaya 03 - Muhaddis imaam ibn-e-Jawzi ( Born in 510 Hijri ) Ne Apni Kitab ibn-e-Jawzi, Ne Jashn-e-Milad-un-Nabi ﷺ Manaane Ko Jaa'iz Farmaya 04 - imaam Shamsuddin Al Juzri ( 660 Hijri ) Ne Apni Kitaab Husn-ul-Maqsid Fi Amalil Mawlid Eid Milaad-un-Nabi ﷺ Manana Jaa'iz Farmaya 05 - imam Nawawi K Shaikh imam Abu Shama ( Born in 599...

17

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 17 Munqireen Ne Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ K Jahilana Aitraaz K Jawabaat Aitraaz No. 03 12 Rabi-ul-Awwal Mein Khanah-e-Kaabah Aur Madinah Munawwara Kyu Nahi Sajaya Jata Jab islam Shuru He Waha'n Se Huwa Hai ? Jawaab No. 03 Pehle Baat Toh Yeh Zehan Mein Rakhle'n Hume'n Kisi Kaam Ko Manne K Liye Aaj K Duar K Saudi Wahabiyo Ki Daleel Ki Hajat Nahi Hai Qur'aan Aur Hadees Sharif Hamare Liye Kaafi Hai. Agar Aisa Kisi Kaam Ka Manna K Liye Aaj K Saudi Wahabiyo Ki Daleel Le To Mujhe Bataye'n 23rd September Ko Jo National Day Yaani " Saudi Day " Manaya Jata Hai Yeh Kaha'n Se Saabit Hai ? Kya Qur'aan-o-Hadees Se Sabit Hai ? Kis Sahabi Ne Kiya Tha Aisa Kaam ? Kaha'n Hai Taba'een Ya Tab...

16

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 16 Munqireen Ne Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ K Jahilana Aitraazo K Jawabaat. Aitraaz No. 01 Aala Hazrat Radi'Allahu Ta'ala Anhu Ne Aaqa-e-Kareem ﷺ Ki Wiladat Ka Din 8 Rabi-ul-Awwal Likha Hai ? Jawaab No. 01 Aala Hazrat imaam Ahmed Raza Khan Fazile Bareilly Radi'Allahu Ta'ala Anhu Ne Yaum-e-Wiladat-e-Mustafa ﷺ K Baare Mein 7 Aqwaal ( 02, 08, 10, 12, 17, 18, 22 ) Tehreer Karne K Baad Farmate Hai Ki Jamhur Ulma Wa Muhaqiqeen K NazdeeK 12 Rabi-ul-Awwal He Wiladat Ka Din Hai. Aur islaam Mein 12 Rabi-ul-Awwal Ko He Milaad Shareef Manaya Jaata Hai. ( Fatawa-e-Razwiya, Jild No.14, Page No. 365 ) Aitraaz No. 02 Milaad Manana Biddat Hai ! Kya Sahaba Ne Kabhi Milad Manaya Hai Jaise Aap Log Manate Ho ? Jawaab No. 02 Watch / Download This Video ...

15

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 15 Milaad Par Kharch Karna Kaisa Hai ? is Topic K Liye Mein Ne Ye Riwayat Pesh Karni Thi Jo Neeche Di Gayi Hai Magar Aap Mazmoon Ko Poora Padhe'n. 1 - Hazrat Abu Bakr رضی الله عنه Ne Farmaya, " Wo Shaks Jannat Mein Mere Sath Hoga Jis Ne Milaad Par Ek Derhum Bhi Kharch Kiya." 2 - Hazrat Umar رضی الله عنه Ne Farmaya, "Jiss Ne Milaad Ki Tazeem Ki Us Ne Deen Ko Zinda Kar Diya." 3 - Hazrat Usman رضی الله عنه Ne Farmaya, " Jo Milaad Par Ek Derhum Kharch Karega Us Ko Badr Ka Shohada Jitna Sawaab Milega." 4 - Hazrat Ali رضی الله عنه Ne Farmaya, " Milaad Manane Waala Duniya Se Emaan Ki Nemat Le Kar Jayega, Aur Bila Hisaab Jannat Mein Dakhil Hoga " Sahaba Se Saboot ( Ibn-e-Kaseer, Maulid-u...

14

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 14 Juloos Nikalna Kis Ki Sunnat Hai ? Aaye Dekhte Hai Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ K Mauke Par Nikale Jaane Waale Juloos K Mustahab Amal Hadees Ki Roshni Mein Pehle Hum Kuch Point Note Karlete Hai Ki Juloos Mein Hota Kya Hai ? 1 - Naat Padhi Jaati Hai Jis Mein Aaqa-e-Karim ﷺ Ki Shaan Aur Azmat Ka Bayaan Kiya Jaata Hai. 2 - Khushi Mein Jhandey Lehraye Jaate Hai. 3 - Log ikhattey Jama Hote Hai Aur Naare Lagaye Jaate Hai. Yeh Sab Points Ko Ab Hum Hadees Ki Roshni Mein Dekhte Hai. Point No. 01 is Ka Jawaab Aap Ko Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ Post : 14 Mein Mil Jayega " Naat Shareef Padhna Kis Ki Sunnat ? " Point No. 02 is Ka Jawaab Aap Ko Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ Post No. 13 Mein Mil Jayega " Jhande Lehrana Kis Ki Sunnat ? ...

13

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 13 Naat-e-Mustafa ﷺ Padhna Kis Ki Sunnat Hai ? Saboot No. 01 Huzoor ﷺ Hazrat Hassan رضی الله عنہ K Liye Masjid-e-Nabawi Shareef Mein Mimbar   Rakhte Aur Hazrat Hassan رضی الله عنہ Us Par Khade Ho Kar Huzoor ﷺ Ki Shaan-e-Aqdas Mein Natiya Ashaar Padhte The Aur Huzoor ﷺ Farmate Jab Tak Hassan Mere Baare Mein Naatiya Aur Fakhariya Ashaar Padhta Rahega To Beshak Allah Ta'ala Ruh-ul-uqdas ( Hazrat Jibrail عليه السلام ) K Zariye Hassan Ki Madad Farmata Hai " ( Sunan Abu Dawood, Kitab-ul-Adab, Baab Fi'Shaar, Jild No. 05, Page No. 176, Hadees No. 5015 ) ( Sunan Tirmizi, Kitab-ul-Adab, Baab Fi'inshad'Shaar, Jild No. 03, Page No. 561-562, Hadees No. 2846 ) Saboot No. 02 Hadees Mein Hai Ki Ek Sahabi رضی الله عنہ Ne Arz Kiya K Mujhe Huzoor ﷺ ...

12

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 12 Jhande Lehrana Kis Ki Sunnat Hai ? Saboot No. 01 Hazrat-e-Amina رضى الله تعالى عنه Farmati Hai'n Ki, " Jab Muhammad ﷺ Ki Wiladat Huwi Us Waqt Hazrat Jibreel علیہ السلام Ne 3 Jhandey Nasab Kiye Ek Magrib Mein, Ek Mashrik Mein Aur Ek Kaabe Ki Chat Par " is Riwayat Ko Shah Abdul Haq Muhaddees Dahelvi ﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ عليه Ne Apni Kitab "Madarij-un-Nabuwa " Jild No. 02 Mein Naqal Kiya Hai. Saboot No. 02 Hadees Shareef Mein Aata Hai K Jab Sarkar ﷺ Madina Shareef Mein Dakhil Huwe To Aap K Haath Mein Sabz Jhanda Tha. ( Wafa Al Wafa, Jild No. 01, Page No. 243 ) Saboot No. 03 Huzoor ﷺ Ki Peda'ish Par Hazrat Jibraeel علیہ السلام Ne Jhandey Garhey. ( Khasais Al Qubra, Jild No. 01, Page No. 82 ) 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

11

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 11 Special Event Occurred During Milaad-e-Mustafa ﷺ Riwayat No. 01  Hazrat-e-Fatimah Binteh Abdullah رضى الله تعالى عنه Farmati Hai'n, " Huzoor ﷺ Ki Wiladat K Waqt Mein Ne Sitaaro Ko Dekha K Aasman Se Niche Utar Aaye Hai " ( Mawahib-ul-Ladduniya, Jild No. 01, Page No. 22 ) Riwayat No. 02 Hazrat-e-Fatimah Binte Abdullah رضى الله تعالى عنه Farmati Hai'n, " Huzoor ﷺ Ki Wiladat K Waqt Mein Ne Dekha K Saara Ghar Noor Se Pur Tha " ( Hujjatullahi Alal Alameen, Page No. 227 ) Riwayat No. 03 " Aaqa ﷺ Ki Wiladat K Waqt Aap Ki Walida K Pas Aasman Se 4 Aurate'n Aayi, 1 ) Hazrat Hawwah 2 ) Hazrat Saarah 3 ) Hazrat Haajrah 4 ) Hazrat Aasiyah " ( Tafsir-e-Alam Nashrah, Page No. 95 ) Riwayat No. 04 Rasool'Allah ﷺ Ki Wiladat Ki Kh...

10

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 10 Rasool'Allah ﷺ Ki Wiladat Ko Eid Kehna Kaisa ? Aaiye Pahele Hum Eid Ka Matlab Samajh Lete Hai Eid Ka Lugvi Ma'ina ( Meaning ) Hai Khushi Agar Koi Arabi Khushi Ka Lafz Arabi Mein Kahega To Wo Yaahi Kahega " Eid " ishe Samjhane K Liye Qur'aan-e-Kareem wa Furqan-ul-Hameed Surah Maida Ki Ayat No. 114 Ek Ayat Pesh-e-Khidmat Hai, " Essa ibn-e-Mariyam Ne Arz Ki Aye Allah ! Aye Rab Hamare ! Hum Par Aasman Se Ek Kuwan Utar K Woh ( Kuwan Utarne Ka Din ) Hamare Liye Eid Ho, Hamare Aglo'n Aur Pichlo Ki " is Ayat Se Maloom Huwa K Jis Din Allah Ki Khas Rehmat Nazil Ho Us Din Ko Eid Manana Aur Khushi Manana Allah Ka Shukar Ada Karna Ambiya Ka Tarika Hai Tabhi To Hazrat Essa ع...
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 09 Kya Abu Lahab Ne Bhi Milaad-e-Mustafa ﷺ Manaya ? Hazrat Shaikh Abdul Haq Muhaddis Dehlvi ﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ عليه Ne " Ma Sabta Minas Sunna " Mein Jo Hadees Post No. 09 Mein Mention Ki Gayi " Us Hadees Ko Naqal Farmaya Hai, Abu Lahab Ki Londi Thi Jis Ka Naam Sobiya Tha, Us Ne Sarwar-e-Do Alam ﷺ Ki Peda'ish Par Abu Lahab Ko Khabar Di Thi To Rasool'Allah ﷺ Ki Peda'ish Ki Khabar Sunne Par Abu Lahab Ne Sobiya Ko Azaad Kar Diya Tha. To Abu Lahab K Marne K Baad Kisi Ne Us Se Khuwaab Mein Dekha, Pucha K " Kaho Kya Haal Hai ? " To Woh Bola, Aag Main Hu Albatta itna Karam Hai K Har Peer Ki Raat Mujh Par Takhfeef Kardi Jaati Hai Aur isharey Se Bataya K Apni Do Ungliyo Se...

08

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 08 Kya Abu Lahab Ne Bhi Milaad-e-Mustafa ﷺ Manaya ? Jab Huzoor ﷺ Ki Wiladat Huwi Tab Abu Lahab Ki Laundi ( Gulam Aurat / Lady Slave ) Sobiya Ne Abu Lahab Se Kaha Ki Tujhe Bhatija Huwa Hai is Khushi Mein Abu Lahab Ne Apni Us Laundi Ko Ungli K ishare Se Azad Kiya Tha. Bas Jab Abu-Lahab Mar Gaya To Us K Baad Ahl-e-Khana Ne Ushe Khuwab Mein Buri Halat Mein Dekha To Us Se Puchha " Tera Kya Haal Hai ? " To Abu Lahab Ne Kaha " Main Ne Tumhare Baad Koi Bhalaa'ee Nahi Payi Lekin Mujhe Us Ungli Se Paani Diya Jata Hai Jis Se Main Ne Hazrat Muhammad ﷺ Ki Wiladat Ki Khushi Mein Sobiya Ko Aazad Kiya Tha " ( Sahih Bukhari, Jild No. 01, Page No. 153, Hadees No. 5101, Kitaab-un-Nikaah ...

07

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 07 Rasool'Allah ﷺ Ki Wiladat Ko Eid Kehna Kaisa ? Rasool'Allah ﷺ Ne Farmaya, "Juma’ah Ka Din Sab Dino Ka Sardar Hai, Allah K Nazdeek Sab Se Bada Hai Aur Wo Allah K Nazdik " Eid-ul Azha " Aur " Eid-ul Fitr " Se Bada Hai. Allah Ne is Mein Hazrat-e-Adam عليه السلام Ko Pa'ida Kiya, is Mein Zameen Par Unhe Utara Aur is Mein Unhe Wafat Di. " ( Sunan ibn-e-Majah, Jild No. 02, Page No. 08, Hadees No. 1084 ) is Hadees Mein Teen Khaslate Hazrat-e-Adam عليه السلام K Liye Bayan Ki Gayi Jis Mein Aap Ki Wafat-e-Zahiri Ka Bhi Zikr Hai, To Pata Chala Ki Ek Nabi Ki Paida'ish Un Ka Zameen Par Utarna Aur Un Ki Wafat K Din K Ba-Wajood Bhi Mo’mino K Liye Allah Ne Ushe Eid Bana Diya. ...

06

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 06 Kya Kisi Sahabi Ne Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ Manaya Hai ? Saboot No. 01 Hazrat Abu Saeed Khudri رضی الله تعالی عنہ Se Riwayat Hai Ki Muawiya رضی الله تعالی عنہ Se Riwayat Hai Ki Aaqa-e-Kareem ﷺ   Bahar Nikle Sahaba K Halqey Par, Rasool'Allah ﷺ   Ne Farmaya, " Tum Yaha'n Kis Wajah Se Beithy Ho, Unho'n Ne Farmaya Hum Allah Se Dua Kar Rahe Hai'n Aur Us Ka Shukar Ada Kar Rahe Hai'n Ki is Ne Apna Deen Hum Ko Batlaya Aur Hum Par Ehsan Kiya Aap Ko Bhej Kar. " ( Sunan Nisai, Hadees No. 5432 ) Saboot No. 02 " Sahaba Aur Taba'in Aur Digar Ahle islam Ne Peer K Din Ka Roza Rakh Kar Bhi Milaad Manaya " ( Abu Dawood, Jild No. 01, Page No. 331) Saboot No. 03 " Makkah Shareef K Log Nabi-e...

05

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Eid-e-Milad-Un-Nabi ﷺ 🥀* Post : 05 Qur'aan-e-Kareem wa Furqan-ul-Hameed Mein Allah Kya irshaad Farmata Hai ? " Beshak Tumhare Paas Tashrif Laye Tum Mein Se Wo Rasool ﷺ Jin Par Tumhara Mushakkat Mein Padhna Gawara Nahi Hai, Tumhari Bhalayi K Nihayat Chahne Wale Musalmano'n Par Kamale Meharban Meharban " ( Surah Tauba , Ayat No.128 ) is Ayat Mein Allah Tabarak wa Ta'ala Khud Gawahi De Raha Hai Apne Rasool ﷺ Ki Hum Gunahgaro'n Se Be-inteha Muhabbat Aur Hum Par Meharban Hone Ki. Aayiye Aap K Saamne Ek Hadees Pesh Karta Hu'n Apne Pyaare Aaqa ﷺ K Meharban Hone Ki, Chunanche Aaqa-e-Kareem ﷺ Ka Farman Magfirat Nishan Hai, Jis Ne Mujh Par 100 Martaba Durood-e-Paak Padha Allah Us Ki Dono Aankho K Darmiyaan Likh Deta Hai Ki Ye...