संदेश
नवंबर, 2020 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं
AAQA KA NOOR SABSE PEHLE
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 AAQA KA NOOR SABSE PEHLE 🥀* ✏️ Mafhume Ahaadiis... Hazrate Jaabir radiyallahu taala anhu..ne arz ki...Ya Rasulullah mere maa baap aap par qurbaan hon...muje bataiye k Allah ne sabse pehle kis chiz ko paida kiya...?...to... ★ Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam ne farmaya...Aye jaabir Allah ne sabse pehle tere Nabi ka Noor apne Noor k faiz se paida kiya...Fir wo noor Allah ki qudrat se jahan Allah ko mnzuur huwa sair karta raha...Or... ★ Us waqt na Loh thi na Qalam...na jannat na jahannam...na farishta tha na aasmaan...na zameen na sooraj...na chaand or na jinn tha...na insaan. 📚BAIHAQI... MAWAAHIBUL LADUNNIYAH... ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖ AAQA KI NUBUWWAT KABSE ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖ 🇸🇦 Sahaaba ne arz ki Ya Rasulallah Aapko nubuwwat k sharaf se kab nawaza gaya ... Aaqa...sallallahu alayhi wasallam...ne farmaya...Us waqt..jab k Aadam...alayhissalaam...rooh o jism k darmiyaan the... ...
Jo log puchtey hain ki Sahaba radi allahu anhu ne Milad kyun nahi manaya wo pahley in sawalon ka jawab de de, unhey khud uska bhi Jawab mil jayega
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Jo log puchtey hain ki Sahaba radi allahu anhu ne Milad kyun nahi manaya wo pahley in sawalon ka jawab de de, unhey khud uska bhi Jawab mil jayega 🥀* 1.Kya Rasoollallah Sallalhu Aalihi wasallam aur sahabaa radi allahu anhuma kabhi zer, zabar aur tashdeed (punctuation) wala Quran use kartey they...?? Quran bina zer, zabar aur tashdeed ke nazil hua tha. 2. Kya Rasoollallah Sallalhu Alaihi wasallam aur sahaba radi allahu anhuma Eid ke din galey mithey they ? 3. Kya Rasoollallah Sallalhu Alaihi wasallam aur sahabaa radi allahu anhuma apne Aapko salfi ya Ahl-e-hadith ya taablighi ya barelvi kahtey they  Rasoollallah Sallalhu Alihi wasallam aur sahaba apney naam ke saath kunniyat (yani walid ka naam) lagatey they na ki Salfi ya aur kuch. 4. Kya Rasoollallah Sallalhu Alaihi wasallam aur sahabaa radi allahu anhuma kabhi tasbeeh ke daney use kartey they ? wo sab apney Haath ki ungliyon par tasbeeh parhtey they 5.Kya Rasoollallah Sallalhu Alaihi ...
AAQA ﷺ KI WILADAT SUBAH SADIQ KE HI WAQT KYU HUI
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 AAQA ﷺ KI WILADAT SUBAH SADIQ KE HI WAQT KYU HUI*🥀 ✏️ Hamare Sarkar ﷺ Ko Kis Waqt Bheja Gaya.? Usne Apne Pyare Habeeb ﷺ Ko Kab Bheja.? Usne Apne Pyare Habeeb ﷺ Ko Subh Sadiq Ke Waqt Bheja Jab Raat Jati Hai Aur Din Aata Hai Yaani Din Me Nahi Bheja Aur Na Hi Raat Me Bheja Balke Dono Ke Mulaqat Ke Waqt Bheja Agar Raat Me Bhejta To Din Barkat E Mustafa ﷺ Se Mehrum Reh Jata Aur Aamad E Mustafa ﷺ Se Mehrum Reh Jata Aur Agar Pyare Habeebﷺ Ko Din Me Bhejta To Raat Mehrum Reh Jati Aese Waqt Me Bheja Ke Raat Ja Rahi Hai Aur Din Aa Raha Hai Subhan’ALLAH *NUKTA* Ab Mulla Ji Is Nukta Pe Nukti Rakhenge Aur Kahenge Ke Agar Raat O Din Dono Ko Hi Faiz Dena Tha To Subah Ki Kya Baat Thi Maghrib Ke Waqt Bhi Aesa Ho Sakta Tha Ke Wo Bhi Din O Raat Ke Melap Ka Waqt Hota Hai Is Waqt Us Waqt Bhi Apne Nabi ﷺ Ko Bhej Sakta Tha Us Waqt Kyu Nahi Bheja.? Are Mulla Ji Tumhari Matt Maari Gayi Hai Zara Ye To Dekho Ke Aane Wala Koun Hai Wo Koi Aam Nahi Hai Balke Wo Aane Wala Noor Hai To I...
SUNNI MEELAD MANATE HAIN
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 SUNNI MEELAD MANATE HAIN 🥀* 🔥Aur BAD AQEEDA LOG JAL JATE HAIN!🔥 ✔ MEELAD ⭐ Iblees ne nahi manaya magar hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Abu jahal ne nahi manaya magar hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Yazeed ne nahi manaya magar hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Deobandi ne nahi manaya magar hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Makka k mushriko ne nahi manaya magar hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Salafi ne nahi manaya magar hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Madeena k mushriko ne nahi manaya magar hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Yahudi ne nahi manaya magar hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Kharji ne nahi manaya magar hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Iblees ne nahi manaya magar hum manate hain. 🔹LEKIN SUN LO BAD AQEEDO HUM KYU MANATE HAI.... ✔MEELAD ⭐ Firashto ne manaya or hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Hooro ne manaya or hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Sahabiyo ne manaya or hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Walio ne manaya or hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ Aashiqon ne manaya or hum manate hain. ✔MEELAD ⭐ sari qaynat k zarre...
JASHN E EID MILAD UN NABI ﷺ
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 JASHN E EID MILAD UN NABI ﷺ 🥀* *📇 Milad Ko Bidd'at Kehne Waale Wahabi Deobandi Khud Kayi Kaam Aise Karte Hain Jo Bidd'at Hain Aur Jab Inhein Bataya Jaata Hai Ke Fulaan Kaam Jo Aap Karte Hain Wo Bidd'at Hai To Fauran Jawab Dete Hain Ke "Hum Ise Deen Samajh Kar Nahin Karte"Jab Bhi Kisi Kaam Ke Baare Mein Kaho To Yahi Jawab Duhrate Hain* *Asal Mein Ye Wo Log Hain Jinhein Deen Hi Samajh Mein Nahin Aaya Ye Log Waqayi Deen Samajh Kar Kuchh Nahin Karte Balki Deen Se Baahar Har Kaam Karte Hain* *Saikdo Mustanad Ulama Ne Milad Ke Hawale Se Waazeh Taur Par Likh Diya Hai Ke Ye Ek Achha Amal Hai Aur Kayi Ulama -e- Mutaqaddimeen Ne Is Par Mustaqil Kitabein Aur Risale Bhi Tehreer Farmaye Hain Lekin Jinhein Ummat Mein Fitna Paida Karna Ho Unhein Kya Nazar Aaye* *✍ Allah Ta'ala Humein Aise Be Deeno Se Bachaye* 🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼 *👏🏁 गदा ए फकीर रज़वी कादरी हनफी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
Milaad Sharif Ki Khusi Me HARMAIN SHARIFAIN Me Juloos
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 🥀 *Milaad Sharif Ki Khusi Me HARMAIN SHARIFAIN Me Juloos*🥀 🌈Imam Kutubuddimd Hanfi Makki Alehhirrahma (990hijri) Jo Ke Makka Mukarrama Mai Uloom E Deenia Ke Ustaad The Ahle Makka Mukarrama Ke Muamlat Bayan Karte Huye Likhte Hai:- 🌀يزار مولد النبي صلي الله عليه وآله وسلم المکاني في الليلة الثانية عشر من شهر ربيع الأول في کل عام، فيجتمع الفقهاء والأعيان علي نظا المسجد الحرام والقضاة الأربعة بمکة المشرفة بعد صلاة المغرب بالشموع الکثيرة والمفرغات والفوانيس والمشاغل وجميع المشائخ مع طوائفهم بالأعلام الکثيرة ويخرجون من المسجد إلي سوق الليل ويمشون فيه إلي محل المولد الشريف بازدحام ويخطب فيه شخص ويدعو للسلطنة الشريفة، ثم يعودون إلي المسجد الحرام ويجلسون صفوفًا في وسط المسجد من جهة الباب الشريف خلف مقام الشافعية ويقف رئيس زمزم بين يدي ناظر الحرم الشريف والقضاة ويدعو للسلطان ويلبسه الناظر خلعة ويلبس شيخ الفراشين خلعة. ثم يؤذن للعشاء ويصلي الناس علي عادتهم، ثم يمشي الفقهاء مع ناظر الحرم إلي الباب الذي يخرج منه من المسجد، ثم يتفرقون. وهذه من أعظم مواکب ناظر الحرم الشريف بم...
Juloos E Milad Un Nabi Nikalna kiski Sunnat
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Juloos E Milad Un Nabi Nikalna kiski Sunnat 🥀* 🌌Aaiye Dekhte Hai Milad Un Nabi (ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم) Ke Mauke Nikale Jane Wale Juloos ke Mustahab Amal Hadith Ki Roshni Me. 🌈Pehle hum kuch point note karlete hain ki juloos me hota kya hain. ✅Naat padhi jaati hai jis me Aaqa-E-Karim (ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم) ki Shaan aur Azmat ka bayan kiya jaata hai. ✅Khushi mein Jhandey lehraye jaate hain. ✅Log Ikhatte jama hote hain aur Naare lagaye jaate hain. 🌌"Hum (Sahaba Ikram) Sab Apne Bachcho Samet Huzoor Ke Istiqbal Ke Liye Wida Ki Ghatiyo Tak Gaye".... 📕(Bukhari Jild 1, Safa 543) 🌈Jab Aaqa (ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم) Hijrat Kar ke MADINA Sharif Aaye To Logon Ney Khoob Jashan Manaya Naw-jawan Ladke Apni Chatton Par Chadh Kar Aur Ghulam, Khuddam Raasto Me Phirte the Aur Nara'Aey Risalat Lagate Aur Kehte "Ya RasoolAllah" (ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم) 📗(Sahih Muslim Jild 2 Page 419) 🌠Magar yeh sab karne se hota kya hai ? 🌌Aaqa-e-Karim ki Sifaat aur Azmat ka bay...
Ye Meri Post Hai Milad Un Nabi Par Jiska Jawab 3 Saal se Aaj Tak Kisi Wahabi Deobandi Najdi Ne Nahi Diya
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Ye Meri Post Hai Milad Un Nabi Par Jiska Jawab 3 Saal se Aaj Tak Kisi Wahabi Deobandi Najdi Ne Nahi Diya 🥀* ✏️ (1). “Tum Farmao ALLAH Hi Ke Fazal Aur Usi Ki Rehmat Aur Usi Par Chahiye Ke Khushiya Kare (Surah Yunus Ayat 58) Is Ayat Me Allah Azzawajal Ne Apne Fazal Aur Apni Rahamat Par Khushiya Manane Ka Hukum Diya hai (2)."Or Humne Tumhe Na Bheja Magr Rahmat Sare Jahan K Liye"(Surah Ambiya Ayat 107) Is Ayat Me Allah Azzawajal Apne Pyare Nabi Salllaho Aliahe Wasallam Se Farma Raha Hai K Humne Tumhe Sirf 1 Ya 2 Aalam K Liye Nahi Balki Sare Aalam K Liye Rahamat Bana Kar Bheja Yaha Gour Kare Allah Ne Nabi Salllaho Aliahe Wasallam Ko Rahamat Kaha hai Aur Jo Paheli Ayat Pesh Ki Gai Hai Usme Allah Ne Apni Rahamat Par Khushi karne Ka Hukum Diya Hai Jo In Ayato Ka Munkir Honga Jo Nabi Salallah Aihe Wasallam Ko Apne Liye Allah Ki Rahamat Aur Nemat Nahi Samajta Wo Nabi E Pak Salllaho Aliahe Wasallam Ki Wiladat Ki Khushi Se Aitaraz Karega Yani Wo Gum Manaega Nabi...
MILAD KE MUKHALIFEEN KO MUH TOD JAWAB
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 MILAD KE MUKHALIFEEN KO MUH TOD JAWAB 🥀* . Sirf 3-4 Minute lagenge padhne. . Zaroor padhe. . Waah re ummat. . ajeeb teri NABI SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM ke liye muhabbat. . jis NABI ne Apni raate tere gunaho ki maghfirat ke liye ro ro kar guzari, usi NABI ke milad ke zikr ko tu bid'at kahe?? waah re ummat. . Jis NABI ko ALLAH me rahmatullil aalameen kaha, us NABI-E-RAHMAT ki wiladat ka zikr karna tujhe bid'at lage?? wah re ummat. . jis NABI ke aane se tujhe ALLAH mila, Islam mila, us NABI ke paedaish ki baat karna bhi tujhe shirk aur bid'at lage?? wah re ummat. . Tu ALLAH aur RASOOL k liye jaan dene ki baat toh kare, lekin jab ALLAH ke RASOOL ke milad ka, unke akhlaq ka, unke kirdar ka zikr aaye toh tu use bid'at kahe?? wah re ummat. . jab RASULALLAH ki koi baat tere manghadat aqeede k khilaf ho toh tu RASULALLAH ki raay ko bhi hujjat na maane, aur jab aashiqe RASUL unka milad manaye toh tujhe RASULALLAH yaad aa jaye??? wah r...
TARIKH E WILADAT E NABI ﷺ
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 TARIKH E WILADAT E NABI ﷺ 🥀* ✏️ Ek Aur Sayyadi Aala Hazrat Ke Upar Aitraaz Ka Jawaab AALA HAZRAT AUR TARIKH-E-WILADAT-E-NABI Sallallaho Alaihe Wasallam: AalaHazrat per Ilzam lagane wale Wahabi Or Devbandi Kehte hain ki AalaHazrat ne Fatawae Razviya me Nabi alaihe salam ki wiladat 8 Rabiul Awwal hi likhi hai Ye ek Jhuta Ilzam hai,. Aur Wahabiyo ki Makkari hai Neeche Fatawae Razviya ka page aap logo ke samne pesh kar raha hu AalaHazrat ne tamam aqwal ko shumar kiya, ki Wiladat par 2, 8, 10, 12, 17, 22 tarikh ke aqwal bhi maujud hain, fir iske baad Mawahibul Laduniya aur Madarijun Nabuwwa ke Hawale se 12 Rabiul Awwal ko hi mash'hur aur zyada sahi qarar diya hai, 📚(Fatawae Razviya, J-26, Pg.411) Andhe WAHABIYO, dekho Fatwae Razviya me kya likha hai?? . Aaiye kuch aur Aimma-e-Mujtehdeen ke aqwal par bhi nazar dalte hain . MILAD-UN-NABI (صلى الله عليه وآله وسلم) KI TARIKH 12 RABIUL AWWAL HI MUTAWATIR AUR MASH'HUR HAI: . Kuch Wahabi ye Daawa karte hain ki N...
Kiya Sarkaar ﷺ Ki Tareekhe Wiladat Aur Wisaale Mubarak Ki Tareekh Ek Hai
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kiya Sarkaar ﷺ Ki Tareekhe Wiladat Aur Wisaale Mubarak Ki Tareekh Ek Hai 🥀* ✏️ Aap ﷺ Ki Tarikhe Wiladat Ke Kai Aqwal He Magar Mash'hoor Or Sahih Tarikh 12 Rabi Ul Awwal He, Or Aap ﷺ Ki Tarikhe Wisal Ki Bhi Kai Riwayat He, Magat Jamhoor Ka Yahi Qaul He Ki 12 Rabi Ul Awwal Tarikhe Wisal Hargiz Nahi. Ne'amat Ki Khushi Manana Shar'an Hamesha Or Baar Baar Mahboob He. Lekin Wafat Ka Gam Wafat Se Teen Roz Ke Baad Qat'an Jaaiz Nahi. Magar Afsos Ki Hadees Ke Naam Nihad Aashiq Ahle Hadees Samet Deobandi Me Ek Ko Bhi Is Qaboone Sharai Ki Khabar Nahi. Warna Aysa Lagw Aitraz Karne Ki Naubat Na Aati. Chunanche Kai Sahaba E Kiram, A'imma E Kiram Se Ye Riwayat He, Hame Hukm Diya Gaya Ki Ham Kisi Wafaat Yaafta Par 3 Roz Ke Baad Gam Na Manaye, Magar Shohar Par (Char Maah Das Roz Tak Biwi Gam Mana Sakti He) *📚(Muta Imam Malik, Safha-219)* *📚(Muta Imam Muhammad, Ibne Abi Shayba, Abdur Razaq Wagairah)* RasoolAllah ﷺ Irshad Farmate Hai, Tumhare Dino Me Afza...
Milad Un Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam k mauqe par Bad-Aqeedo se kuch Sawal
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Milad Un Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam k mauqe par Bad-Aqeedo se kuch Sawal 🥀* [ In Sawalo Ka Jawab Tum Duniya Me Nahi De Sakte Toh Aakhriat Me Kaisay Do Ge ??? ] ●▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬● ••► Tum Apni Aulad Ki Wiladat Par Khush The ; AUR Apne'NABI"صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ"Ki Wiladat Par Khush Nahi Akhir Kyun ? ••► Tum Ne Aulad Ki Khushi Me Dawat Ki ; Apne'NABI"صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ"Ki Wiladat Ki"Khushi"Me Dawat Ko Bid’dat Kaha Aakhir Kyun ? ••► Tum Ne Aulad Ki Shadi Par Ghar Sajaya ; Magar'JASHAN - E - WILADAT'Pe Ghar Sajane Ko Bid’at Kaha Akhir Kyun ? ••► Tum Ne Har Khushi Bagair Kisi Daleel Ke Manai ; Par'WILADAT - E -'NABI"صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ"Manane Par Daleel Mangi Akhir Kyun ? Jawab Hai ??? ____________________________________ Miladun'NABI'KeSabut QUR’AN Se : . 1 - Surah – DUHA - Aayat No. - 11 2 - Surah – FAT’H - Aayat No. - 28 3 - Surah – SAFF Aayat No. - 6 4 - Su...
RABI UL AWWAL SHARIF MEIN KHUSHIYAAN MANANA
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 🥀 *RABI UL AWWAL SHARIF MEIN KHUSHIYAAN MANANA...* 🥀 *بسْــــــــــــــــــمِ ﷲِالرَّحْمَنِ اارَّحِيم* *الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* ⏩ RABI-UL-AWWAL SHARIF ME KHUSHIYAN MANANE KA HUKM HAI GHUM KARNE KA NAHI ⏪ 💙 *Imam Jalaluddin Abdur Rahman Bin Abu Bakr Suyuti رحمة الله عليه Al Hawi Lil Fatawa* Me ```Eid Miladun Nabi ﷺ``` k Mut'aliq Farmate Hain k... 🌴 إن ولادته ﷺ أعظم النعم علينا، و وفاته أعظم المصائب لنا، والشريعة حثت على إضهار شكر النعم والصبر والسكون والكتم عند المصائب، وقد أمر الشرع بالعقيقة عند الولادة وهى إظهار شكر و فرح بالمولود، ولم يأمر عند الموت بذبح ولا بغيره. بل نهى عن النياحة و إظهار الجزع، فدلت قواعد الشريعة على أنه يحسن فى هذا الشهر إظهار الفرح بو ولادته ﷺ دون إظهار الحزن فيه بوفاته- 📖 ترجمہ: ☘ بے شک آپ ﷺ کی ولادت ہمارے لیے نعمت عظمی ہے اور آپ ﷺ کا وفات ہمارے لیے سب سے بڑی مصیبت ہے- تاہم شریعت نے نعمت پر اظہار شکر کا حکم دیا ہے اور مصیبت پر صبر و سکون کرنے اور اسے چھپانے کا حکم دیا ہے- اسی لیے شریعت نے ولادت کے موقع پر عقیقہ کا حکم ...
Mufti Sahab Ye Wahabi Ahle Khabis Bahut Chillate Cheekte Hai Aur Ayteraz Karte Hai
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Mufti Sahab Ye Wahabi Ahle Khabis Bahut Chillate Cheekte Hai Aur Ayteraz Karte Hai 🥀* 1. ki Kya Qura'An E Paak Me Huzoor ﷺ Ki wiladat Aur khushi manane par koyi dalil hai 2 . Kya Huzoor ﷺ Apni Milad Manai 3. Kya Sahab E Ikram Ridwanullahi Anhum ne bhi Milad Manai 4. Jahnde lagana kaha se sabit hai ? Tafseeli jawaab inayat kar ke Rahnumai Farmayein *👇 Jawaab 👇* In Badmazhoba ka Yah kaam hota hai k din Raat isi me lage Rahte hai ki Aashiqan e Rasool ﷺ ke dilo se Ishq ko kam kaise kiya jaaye Aur Tarah Tarah ke Sawalo me Ulajhaya jaaye Aur Musalmano ke dilo se Kaise Imaan ko kheencha jaaye. Ibne Kaseer Bayan karte hai Iblis 4 baar Buland Awaaz se Roya pahli Baar Jab Allah ne Use laeen Thahra kar Us par La'anat ki. Dusri baar Jab use Zamin par bheja gaya. Teesri Baar Huzoor E AQDAS ﷺ ki Wilaadat ke waqt. Chauthi baar Jab Surah E Fatiha Nazil huyi Is se pata chala k Chikhna chillana Aur Is ki mukhalifat karna Iblis ka Tariqa hai...
Jhande Lagana
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Jhande Lagana 🥀* ✏️ Hazrate Amina Farmati Hai K Jab Mere Hai Muhammad Salllaho Aliahe Wasallam Ki Wiladat Hu Us Waqt Hazrat Jibrail Alihissslam Ne 3 Jhande Nasab Kiye Ek Magrib Me Ek Mashrik Me Aur Ek Kabe Ki Chat Par Is Riwayat Ko Shah Abdul Haq Muhaddith Dahelvi Rahamatullah Ahlie Ne Apni 📗Kitab Madarijun nabuwa Jild 2 Me Naqal Kiya Hai Ab Aaiye Dekhte Hai Tarikh Ki 📚 Kitabo Me K Nabi Ki Wiladat Par Afsoos Kun Kun Karta Hai Imam Qastallani (Rahimullah) farmate hain : ✏“Chahiye Eeman walo ki tum Milad-e-Mustafa Salllaho Aliahe Wasallam ko Eid ke Taur Par Manaya Karo. Allah Apna Fazl aur Ehsan Kare Unn Logo Par Jo Rabi ul Awwal Ki Raato’n Ko Eid Ke Taur Par Manate Hain, Kyunki Iss Maheene Ko Eid Ke Taur Par Manane Se Unn Dilo’n Par Aur Unn logo Par Ghazab Utarta Hai Jinke Dilo’n Mein Bughz Aur Munafikat Ki Bimari Hai.” (Imam Qastallani, Al 📙Muwahib al Luduniya, Jild No. 1, Safa No. 148) Shaitan Kaheta Hai Ki Mai Barso Jannat Me Raha, Farishto Ka Sardar...
Qur'an E Majeed Aur Eid E Milad un Nabi ﷺ
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 Qur'an E Majeed Aur Eid E Milad un Nabi ﷺ 🥀* ✏️ Eid Milad un NABI ﷺ Ke din khushi manana aur ALLAH TA'ALA ki rehmat per Eid manana Qur'an E Majeed Se saabit hai. القران : - قُلْ بِفَضْلِ اللہِ وَبِرَحْمَتِہٖ فَبِذٰلِکَ فَلْیَفْرَحُوۡا ؕ ہُوَ خَیۡرٌ مِّمَّا یَجْمَعُوۡنَ تم فرماؤ اللّٰہ ہی کے فضل اور اسی کی رحمت اور اسی پر چاہئے کہ خوشی کریں وہ ان کے سب دھن دولت سے بہتر ہے "Farma dijiye, yeh ALLAH ke Fazal aur uski Rehmat se hai us per khushi karein woh in ke sab dhan daulat se behter hai." "Say you, 'Only ALLAH's' grace and only His mercy, on it therefore let them rejoice. That is better than all their wealth." (YUNUS - 10:58) Malum huwa ki, ALLAH TA'ALA ka hukum hai ke, Rehmat per khushi manao. وَمَآ أَرْسَلْنَٰكَ إِلَّا رَحْمَةً لِّلْعَٰلَمِينَ اور ہم نے تمہیں نہ بھیجا مگر رحمت سارے جہان کے لیے (Al-Anbiya - 21:107) Yani saare Aalmeen ke liye Rehmat hai, unki aamad ke din Jashn e Wiladat per kyun na khushi man...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 113 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi wasallam) ki Qabr e Anwar mein kaun kaun Hazraat Utre the* *✍ JAWAB-;* *📇 Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki Qabr e Anwar mein "Hazrat Ali Murtaza" RadiAllahu Anhu, "Hazrat Abbas" RadiAllahu Anhu, "Hazrat Fuzail" RaidiAllahu Anhu aur "Hazrat Qasam Bin Abbas" RadiAllahu Anhu, ye 4 Sahabi e Rasool hain jo Hamare Aaqa (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki Qabr e Anwar mein Dakhil huwe The* *📚 (Madarij-Un-Nubuwwah,Jild- 2, Safa No- 751)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere U...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 114 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki "QABR" e Mubarak Zameen se kitni Unchi ki gayi* *✍ JAWAB-;* *📇 Qabr Shareef Zameen se ek Balisht jitni Unchi ki gayi Ek Riwayat me hai ke 4 Ungul ke Barabar Unchi ki gayi* *📚 (Madarij-Un-Nubuwwah, Jild -2, Safa No- 752)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque* *🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe* *📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 112 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Huzur Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko jab "QABR" Shareef me utara gaya to aap apni Zuban Mubarak ko Jumbish Farma rahe the to kis Sahabi e Rasool ne Kaan laga kar suna Aur aap kya farma rahe the* *✍ JAWAB-;* *📇 Hazrat Qasam Bin Abbas RadiAllahu Anhu Farmate hain maine Qabr me dekha ke Huzur (Sallallahu Alaihi Wasallam) apne Lab Mubarak ko Jumbish Farma rahe hain Maine apne kaan ko aap ke Dahan Mubarak ke qareeb kiya Maine suna ke aap farma rahe the "YA RAB UMMATI UMMATI".* *📚 (Madarij-Un-Nububuwwa, Jild- 2, Safa No- 751)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karod...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 111 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko Qabr me kis Jaanib se Utara Gaya* *✍ JAWAB-;* *📇 Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko Qadam Aqdas ki Jaanib se Qabr e Anwar me Dakhil kiya gaya* *📚 (Madarij-Un-Nubuwwah, Jild- 2, Safa No- 751)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque* *🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe* *📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे ...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 110 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Huzoor Akram (Sallallau Alaihi wasallam) ki "QABR" e Anwar ko kin Cheezon se Banaya gaya* *✍ JAWAB-;* *📇 Kachchi Eint se banayee gayi uske Baad "LAHAD" par Mitti Dali gayi aur Surkh Safed Sangreze Jamaay gaye* *📚 (Madarij-Un-Nubuwwah, Jild- 2, Safa No- 751)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque* *🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe* *📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्ल...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 109 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Qabr e Anwar me Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke Neeche kya bichhaya gaya aur kisne bichhaya* *✍JAWAB-:* *📇 Bahreen ki Surkh laal "MAKHMAL" ki Chadar jo Khaibar ke Roz Huzur Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko Pahunchi thi aur Aap use Ohdhte the use Bichhaya gaya Aur Chadar ko Bichane wale Hazrat Saqran RadiAllahu Anhu the unhone kaha main nahi Pasand karta ke Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke Baad koi use Ohdhe* *📚 (Madarij-Un-Nubuwwah, Jild- 2, Safa No- 751)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate H...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 108 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki "QABR" e Mubarak kisne khodi unke kya Naam hain* *✍JAWAB-;* *📇 Madeenah Munawwara me 2 Shakhs "QABR" khodne wale the, Ek Hazrat Abu Ubaidah Bin Al Jaraah RadiAllahu Anhu Aur doosre Hazrat Abu Talha Ansari RadiAllahu Anhu, ye Sahabi e Rasool the jinhone Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi wasallam) ki Qabr Mubarak khodi* *📚 (Madarij-Un-Nubuwwah, Jild- 2, Safa No- 750)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakt...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 107 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Kiya HUZOOR (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ke Naam Par Juloos Nikalna Jaiz Hai* *✍️ JAWAB-:* *📇 Hijrat-e-Madina Ke Waqt Sahaba-E-Kiraam Ne HUZOOR (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ke Liye Juloos Nikala Or Auraten Makaano Ki Chhaton Par Or Khuddam-O-Bachy Or Mard Raston Men Phel Gaye Or "MARHABA YA-RASOOLALLAH" Ki Sadayen Lagai* *📚 [Muslim Jild 2/Pg 2311]* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 106 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Kia Mehfil-E-Naat ﷺ Jaiz Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 Ji Haan.. HUZOOR (Sallallaho Alaihi Wasallam) Sahaba-E-Kiram Se Naat Sunte The HUZOOR Ke 3 Darbaari Naat Khuwan Sahaba Ke Naam 1- Hazrat KA'AB BIN MAALIK 2- Hazrat ABDULLAH BIN RAWAHA 3- Hazrat HASSAAN BIN SAABIT (Radi ALLAHO Anhum)* *📚 [Bukhari-J 1/Pg 183-387 & Zurqani J 3/Pg 372]* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque* *🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salam...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 105 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Kiya HUZOOR (Alaihis Salam) Ne Apna Yom-E-Wiladat Manaya Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 Ji Haan... HUZOOR (Alaihis Salam) Ne Apni Wiladat Ki Khushi Me Bakra Zibah Frmaya* *📚 [Behqi Tibrani Al-Hawi-Lil-Fatawa J 1/Pg 196]* *👉 NOTE ; Or HUZOOR (Alaihis Salam) Har Peer Shareef Ko Roza Rakh Kar Apna Milad Shareef Manate The* *📚 [Bukhari Muslim J 2/Pg 819/H 1162]* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque* *🌹Faize...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 104 hui✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Kya 12 Rabi-Ul-Awal Wafat Ka Din Hai Is Par Gham Mnana Chahiye* *✍️JAWAB-;* *📇 Muhadiseen Ne Likha Ke HUZOOR (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ka Zahiri Wisal 12 Rabi-Un-NOOR Ko Nahi Hua* *📚 [Wafa-Ul-Wafa J 1/Pg 218]* *👉 NOTE; Or Jahan Taq Gham Ki Bat Hai To HUZOOR (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ne 3 Din Se Ziyada Gham Mnana Haram Farmaya Hai Biwi Ke Liye 4 Mah 10 Din Hai* *📚 [Bukhari J 1/Pg 804]* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azh...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 103 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Kia HUZOOR Ki Amad Par Khushi Ka Izhar QURAN Se Sabit Hai* *✍️JAWAB-;* *📇 Ji Haan... ALLAH TA'ALA Farmata Hai Tum Farmao ALLAH Hi Ke Fazal Or Usi Ki Rahmat Or Usi Par Chahiye Ke Khushi Karen Wo Inky Sab Dhan Dolat Se Behtar Hai* *📚 [Surah Younus Para11/Ayat58]* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque* *🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe* *📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सद...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 102 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 12 Rabi-Un-NOOR Ko EID Kiyu Kehte Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 Hazrat ESA (Alaihis Salam) Ne ALLAH Azawajal Se Yun Dua Mangi Aye Hmare RAB Ham Par Asman Se 1 Dastar Khuwan Utar Ke Wo Hamare Liye EID Ho Hamare Agle Pichlon Ki* *📚[Surah Maida Ayat 114]* *👉 NOTE; Ghor Krene Hazrat Esa Asman Se Dastar Khuwan Utrne Ke Din Ko Agle Pichlon Ki EID Kahen To Jis Din HUZOOR Ki Aamad Hue Wo EID Kiyu Nahi Ho Sakti* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azha...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 101 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Aap ﷺ Ki Nabuwat Kab Se Hai* *✍ JAWAB-;* *📇 Sahaba E Kiram Ridvanullahe Taala Alyhim Ajmaeen Ne Arz Ki YA RASOOLALLAH ﷺ Aap Kab Se NABI HAI TO Irsad Farmaya Ki Hazrate Aadam Alyhissallam Rooho Jasad Ke Darmiyan The Jab Se Mai Nabi Hon* *📚Termezee 2/202* *📚Misqat 513* *📚Dalla e lun Naboovah 1/48* *📚Bahaqee 2/130* *📚Zarkani 1/39* *📚30 Kitabe Aur Hai* *📇 Ek Rivayat Me You Hai Ke Mai Uss Waqt Se Nabi Hun Jab Hazrate Aadam Metti Aur Paani Ke Darmiyan The* *📚Tabqate Naseri 1/119* *📚NasimurRiyaz1/251* *📚Durre Mansoor 5/184* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Daroo...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 100 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Wo Kon Sa Din Hai Jisko Qayamat Ke Din Dulhan ki Tarah Uthyaya jayega* *✍ JAWAB-;* *📇 Juma'a Ka Din Hai Jis Ko Qayamat Ke Din Dulhan Ki Tarah Uthaya Jayega Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Logo Juma'a Chhodne Se Baaz Aaye Warna Allah Ta'aala Unke Dilo Mein Mohar Kar Dega Fir Wo Gafilo Mein Se Ho Jayega* *📚 Dil Chasp Maluma'at (Hindi) Safah No:-80* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque* *🌹Faize TA...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 99 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 HUZOOR (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ki Wiladat Ki Khushi Me Maal Kharch Karna Kaisa Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 Shaikh Abdul Haq Muhadis Dehelvi (Alaihir Rahma) Likhty Hai "HUZOOR (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ki Wiladat Ki Khushi Agar Kafir (Abu Lahab) Bhi Kare To Use Bhi Inaam Diya Gaya To Us Musalmaan Ka Kia Haal Hoga Jo HUZOOR (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ki Wiladat Ki Khushi Me Maal Kharch Karta Ho* *📚 [Madarij-Un-Nubuwah J2]* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Pat...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 98 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Jab Aaqa ﷺ Hijrat Kar ke Madina Sareef Aaye To Kya Hua* *✍ JAWAB-;* *📇 Jab Aaqa ﷺ Hijrat Kar ke Madina Sharif Aaye To Logon Ney Khoob Jashan Manaya Naw-Jawan Ladke Apni Chatton Par Chadh Kar Aur Ghulam, Khuddam Raasto Me Phirte the Aur Nara'Aey Risalat Lagate Aur Kehte* *🌹"Ya RasoolAllah" (ﷺ)🌹* *📚– (Sahih Muslim Jild 2 Page 2009)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque* *🌹Faize TAJUSHSRIYH...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 97 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Kya Sarkar ﷺ Ki Aamad Noor Hai* *✍ JAWAB-;* *📇 Hazrate Fatima Binte Abdullah (RadiAllahuAnha) Farmati Hain Huzoor ﷺ Ki Wiladat Ke Waqt Maine Sitaaro Ko Dekha Ke Aasman Se Niche Utar Aaye Hai Our Dusri Jagha Hazrate Fatima Binte Abdullah (RadiAllahuAnha) Farmati Hai Huzoor ﷺ ki wiladat ke waqt maine dekha ke saara Ghar Noor se pur tha* *📚- (Mawahibul Ladduniya Jild-1,Safa-22)* *📚-(Hujjatullahi Alal Aalamin Safa-227)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Ra...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 96 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Kya Isi Din Rasool-E-Karim ﷺ Ki Wiladat Hui* *✍ JAWAB-;* *📇 Hazrat Abu Qatada (RadiAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool-E-Karim ﷺ Se Peer Ka Roza Rakhne Ke Bare Me Sawal Kiya Gaya To Aap ﷺ Ne Farmaya Ke Isi Din Meri Wiladat Hui Aur Isi Din Mujh par Quran Nazil Hua* *📚-(Sahih Muslim Jild 2.Hadith No 819 .Page 1162)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque* *🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe* *📝 अल्ल...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 95 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Sarkar ﷺ Ki Aamad Par Kya Hua* *✍ JAWAB-;* *📇 Hazrate Fatima Binte Abdullah (RadiAllahu Anha) Farmati Hain Huzoor ﷺ Ki Wiladat Ke Waqt Maine Sitaaro Ko Dekha Ke Aasman Se Niche Utar Aaye Hai* *📚- (Mawahibul Ladduniya, Jild-1,Safa-22)* *📇 Hazrate Fatima Binte Abdullah (RadiAllahuAnha) Farmati Hain Huzoor ﷺ Ki Wiladat Ke Waqt Maine Dekha Ke Saara Ghar Noor Se Pur Tha* *📚-(Hujjatullahi Alal Aalamin Safa-227)* *📇 Aaqa ﷺ Ki Wiladat Ke Waqt Aap Ki Walida Ke Pass Aasman Se 4 Auratein Aayi* *1⃣Hazrate Hawwa* *2⃣Hazrate Saara* *3⃣Hazrate HAAJRA* *4⃣Hazrate Aasiya* *📚-(TAFSIR-E-ALAM NASHRAH S.95)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Da...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 94 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Allah Ta'ala Ka Hum Par Sabse Bada Ehsan Kiya Hai* *✍ JAWAB-;* *📇 Hazrat Muawiya (Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Aaqa-e-Kareem ﷺ Bahar Nikle Sahaba Ke Halqey Par Rasool'Allah ﷺ Ne Farmaya Tum Yaha'n Kis Wajah Se Beithy Ho Unho'n Ne Farmaya Hum ALLAH Se Dua Kar Rahe Hai'n Aur Us Ka Shukar Ada Kar Rahe Hai'n Ki is Ne Apna Deen Hum Ko Batlaya Aur Hum Par Ehsan Kiya Aap ﷺ Ko Bhej Kar* *📚– (Sunan Nisai, Hadees No.5432)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Az...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 93 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Mohabbat -E- Rasool ﷺ Kya Hai* *✍ JAWAB-;* *📇 Abu Huraira (Radi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Meri Ummat Me Se Mere Sath Shadeed Mohabbat Karne Waale Wo Log Hain Jo Mere Baad Aayenge Aur Unme Se Har Ek Ki Tamanna Ye Hogi Ki Kaash Wo Apne Sab Ahle-O-Ayaal Aur Maal-O-Asbaab Ke Badley Me Mujhe Dekh Lein* *📚 (Sahih Muslim, Kitab Ul Jannah, Jild 4, Hadees-2832)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Iltez...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 92 ✔️* *📝SAWAL-:* *📇 Rasool’Allah ﷺ Kab Se Nabi Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 Hazrate Abu Hurairah (RadiAllahuAnhu) Riwayat Farmaate Hain Ki Sahaba-E-Kiram (Ridwanullahi Ta’ala Alaihim Ajmaeen) Ne Arz Kiya Ya Rasoolullah ﷺ Aap Ke Lie Nubuwwat Kab Waajib Huee Huzoor Nabi-E-Akram ﷺ Ne Farmaya (Mein Us Waqt Bhi Nabi Tha) Jab Ki Hazrat Aadam (Alaihissalam) Ki Takhleeq Abhi Rooh Aur Jism Ke Darmiyaani Marhale Me Thi (Yaani Rooh Aur Jism Ka Baahami Taa’lluq Bhi Abhi Qaayam Naa Huaa Tha)* *📚– (Tirmizi Shareef, Hadees : 3609)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Far...