03

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴





*🥀 Kya Huzoor Ka Wisal 12 Rabi Ul Awwal Ko Huwa Hai 🥀*





*🅿ART 03*

*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم*

✳ Dusri Rivayat Hai Hazrat Abbas Radi Allaho Anho Ki Usme Ek Raavi Hai Ibrahim ibn Yazeed Jo Imam Waqidi K Shaykh Hai Wo Bhi Zaeef Raavi Hai aur dusri wajah ye bhi hai k Khud Ibn Abbas Se 02 03 Kaul Is talluk se mauzood hai mukhtalif rivayat me ye to rahi Muhadisaana baat

✳ lekin kisi ko Jiddh hai k nahi nahi 12 hi hai tab bhi hum iske aakhri hisse me Sahi Hadees Se Ye Proof karenge k 12 Rabi Ul Awaal Huzoor صلى الله عليه وسلم Ka Yaum E Wisaal Nahi Hai jo sabse aakhri me aayga aur is risale ka sabse extensive research hai jiske jawab koi maa kaa laal nahi laa sakta In Sha Allah Taala. 

2⃣ *10 Rabi Ul Awwal:*
💠 Ye Rivayat Bhi Hazrat Abdullah ibn Abbas Radi Allaho Anho ki taraf mansoob hai.
📘 *(Ibn Kathir Al Badaya Wan Nahaya Vol : 05, Pg : 256)*

❎ Is rivayat Me bhi 02 Raavi hai Ek “Saif Ibn Umar” Jo Zaeef Raavi Hai Aur Dusre “Muhammad ibn Ubaidullah Al Aazmi” Jo Masrook Hai.
📙 *(Hafiz Imam Ibn Hajar Asqalani Takreeb Ut Tahzeeb Pg : 142 And 203)*
 
3⃣ *15 Rabi Ul Awwal:*
💠 Ye Kaul Hazrat Asma bint Abu Baqr Siddiq Radi Allaho Anha ki jaanib Mansoob Hai.
Kutoob E Hadees Me Iska Koi Hawala Nahi Hai.

4⃣ *11 Rabi Ul Awwal:*
💠 Ye Kaul Hazrat Abdullah ibn Masood Radi Allaho Anho ki taraf Mansoob hai iska bhi koi hawala qutoob e hadees me nahi milta. 
📙 *(Imam Samhoodi Al Wafa Ul Wafa Vol : 01, Pg :318)*




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

ईमान के झंडे और शैतान के झंडे में क्या फ़र्क है* 06

क्या हुज़ूर ﷺ ने कभी सवाल करने वाले को मना फ़रमाया है* 05

क्या हुज़ूर ﷺ के विसाल के बाद से ही मस्जिदें नबवी शरीफ़ को गुम्बदे खज़रा कहा जाता है या पहले भी कहा जाता था* 02