06

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴





*🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀*




بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم
➖➖➖➖➖➖➖➖➖
*Post VI*

💟 Melad E Nabi ﷺ, Sahaba Kiraam Ki Sunnat Hai 💟

✔ Hazrat Ibne Abbas رضى الله تعالى عنه ne Ayat " اليوم اكملت لكم دينكم " Tilawat farmai to Ek Yahudi ne kaha, agar ye Ayat Hum par Nazil hoti to hum is din ko Eid manate. Ispar Aapne Farmaya, Yeh Ayat Jis Din Nazil huye Is Din 2⃣ Eidein thi "Eid E Jumua awr Eid E Arfa". (Tirmizi) 

Pas Qur'an O Hadees se Sabit hogaya ke jis din koi Khas Nem'at Nazil ho Is Din Eid Manana, Jaiz Balke ALLAH Ta'ala ke Muqarib Nabi Hazrat Esa عليه السلام awr Sahaba Kiraam عليهم الرضوان ki Sunnat hai. Mazeed yeh ke Islaam me sirf 2⃣ Eidein nahi balke Kaye Eidein hain albatta Eid Ul Fitr O Eid Ul Adha ki shohrat isliye zaida haike Ahle Kitaab ke 2⃣ Tehwaar (Nezooz awr Mehargan) thy jinse Behtar yeh 2⃣ Tehwaar yani Eid Ul Fitr awr Eid Ul Adha Musalmano ko ata huye. (Mishkw'at Shareef) 

✔ Ek awr Hadees E Paak Irsha'ad Hua : "Arfa Ka Din, Qurbani Ka Din awr Tashreeq ke DIn Hamare Eid ke Din hain awr yeh Khane Peene ke Din hain". (Mustadrik Al Hakim J1 P600) Chunke Eid E Jumua, Eid E Arfa, Eid Ul Fitr awr Eid Ul Adha Habeeb E Kibriya ﷺ hi ke Sadqe me mili hain isliye Aapka Youm E Melad Badarja Aula Eid Qarar paya. 




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

ईमान के झंडे और शैतान के झंडे में क्या फ़र्क है* 06

क्या हुज़ूर ﷺ ने कभी सवाल करने वाले को मना फ़रमाया है* 05

क्या हुज़ूर ﷺ के विसाल के बाद से ही मस्जिदें नबवी शरीफ़ को गुम्बदे खज़रा कहा जाता है या पहले भी कहा जाता था* 02