MILAD KI SHARAI HAISIYAT 13

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴





*🥀 Melad Ki Sharai Haisiyat 🥀*




بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم
➖➖➖➖➖➖➖➖➖
*Post XIII*

☪ Mahafile Melad Ka Silsila Hamesha Se Jari Hai ☪

👑 Shiekh Abdul Haq Muhaddis Dehalvi Qadas Sarah Farmate hain : "(Ilahi !) Mera Ek Amal Teri Zaat Paak ki Inayat ki wajah se Bohat Shandar hai awr woh yeh hai ke Main Majlise Melad me Khade hokar Sal'am Padhta hoon awr Nihayat Aajizi, Mohabbat O Khuloos se Tere Habeeb ﷺ Par Durood Bhejta Hoon". (Akhb'ar Ul Akhy'ar P264)

👑 Imam Qustulani (923 H) رحمه الله Farmate Hain : "Rabiul Awwal me tamam Ahle Islaam Hamesha se Melad ki Khushi me Mahafil Munaqid karte rahe hain. Mehfile Melad ki ye Barkat Mujarab haike Iski wajah se Sara Saal Aman se Guzarta hai awr har Mur'ad jald pori hoti hai". (Muahib Ud Duniya J1 P67) 




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

ईमान के झंडे और शैतान के झंडे में क्या फ़र्क है* 06

क्या हुज़ूर ﷺ ने कभी सवाल करने वाले को मना फ़रमाया है* 05

क्या हुज़ूर ﷺ के विसाल के बाद से ही मस्जिदें नबवी शरीफ़ को गुम्बदे खज़रा कहा जाता है या पहले भी कहा जाता था* 02