JASHN E EID MILAD UN NABI ﷺ
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 JASHN E EID MILAD UN NABI ﷺ 🥀*
*📇 Milad Ko Bidd'at Kehne Waale Wahabi Deobandi Khud Kayi Kaam Aise Karte Hain Jo Bidd'at Hain Aur Jab Inhein Bataya Jaata Hai Ke Fulaan Kaam Jo Aap Karte Hain Wo Bidd'at Hai To Fauran Jawab Dete Hain Ke "Hum Ise Deen Samajh Kar Nahin Karte"Jab Bhi Kisi Kaam Ke Baare Mein Kaho To Yahi Jawab Duhrate Hain*
*Asal Mein Ye Wo Log Hain Jinhein Deen Hi Samajh Mein Nahin Aaya Ye Log Waqayi Deen Samajh Kar Kuchh Nahin Karte Balki Deen Se Baahar Har Kaam Karte Hain*
*Saikdo Mustanad Ulama Ne Milad Ke Hawale Se Waazeh Taur Par Likh Diya Hai Ke Ye Ek Achha Amal Hai Aur Kayi Ulama -e- Mutaqaddimeen Ne Is Par Mustaqil Kitabein Aur Risale Bhi Tehreer Farmaye Hain Lekin Jinhein Ummat Mein Fitna Paida Karna Ho Unhein Kya Nazar Aaye*
*✍ Allah Ta'ala Humein Aise Be Deeno Se Bachaye*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फकीर रज़वी कादरी हनफी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें